Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay
    Hamen trading k doran zaruri hai k ham apni trading men apne balance ko nhi dekhna chahiye balke hamen hamen apni trading apni equity ko dekhna chahiye
    Q k hamare capital ka daromadar hamari equity pe hota hai hamen apni equity ko safe rakhna chahiye ta k ham apna account safe rakh saken
    Hamari jo equity hoti hai hamara asal balance wohi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai apny bht achi bat share ki hy hmay apni equity ky mutbik hi trade krni chahy kio ky zda trade sy equity km ho jati hy or sat hmay margin level ko bi dkhna chahy hmy in chezo pr ghor krna chahy ye hmary acount ko save rkhti hn ye bht importnt bt hy jo apny share ki hy sbko dkhni chahy ye bt
    • #3 Collapse

      Jab aap market mein koi trade open kertay hain tou jo aap ka kuch balance loss mein chala jata hai aur jo balance aap kay pas bachta hai woh equity hoti hai tou phir aap ka actual balance tou equity hi hua tou aap next trade equity ko hi dekh ker lagain yehi aap ka actula balance hai
      • #4 Collapse

        Friend app Ki bath zabardast h q k Agar ham in bato ka khyial na raky to account wash ho jata h or pher Kam kar k bounes ka intezar karna parta h or ye parishani ka Sabab Banta h to hamy in bato par zaror amal karna chahey
        • #5 Collapse

          Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein jab hum trading kertay hain tou humara jo trade laganay kay baad actual balance humari equity hi hota hai aap ko iss tarah trade lagani chahyea kay aap ki equity kabhi bhi 50 percent se kam na ho tab hi aap ka account safe rahay ga
          • #6 Collapse

            Apki baat 100% sahi hai agar ham apni equity ko save rakhty hain tu hamy kisi baat ka koi khoof nai hona chahiya apni equity ka jo bhi margin nikly us k hisab say hamy chahiya k ham apni trade lagayn taky hamara faida ho loss na ho ham save rahy account washna ho
            • #7 Collapse

              Bilkul ap ki bat bht achi or logicall hai ky hmen equity ko samnay rkhtay huye kaam krna chahye hmen apni trading ma balance ko ni daikhna chahye balance ka ni sochna chahye blkay hmen apni trading ko apni equity ko daikhna chahye
              • #8 Collapse

                trader ager balance ku daikh ker trade kery ga. tu oc ku loss buhut hu saka ha. kun k current situation daikhni perti ha. trader ki equity hi trader ki actual position hoti ha or balance trade off hony kay baad aati han.
                • #9 Collapse

                  Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                  humay apnay account kay balance ko achi trha manage kar kay he trading karni chahiye kyun keh agar hum esko achi trha manage kar kay trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur tab he safe bhi reh sakty hay es business main humay risk kam say kam lena chahiye kyun keh safe trading tab he ho sakti hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                    ap na theek kahan hay ka apna balance ko nai bulkay apni equity do dekhtay hoya trade lagani chaya ager ap mager sat sat market ko bhi samna rakhna chaya k market kis taraf ja rahe hay mager per bhi nazer ho to hum achi trade ker saktain hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                      Boss theek bola h aap ny k haamin jab forex mien kamyan trade kerna hota h aur as mien kamaee kerni hoti h tu haamin as mienapna equity dakhna hota h jab ham as mien ye dakh ker kaam kerte hien tu ham as mien behter andaza laga ker k trade ker sakte hien mien as mien abi seekh rahah hon mager mien as mien bhoot chezian jan gya hun.
                      • #12 Collapse

                        Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                        forex mai hamy equity ko dahk kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                          Balance aur equity do alag chezen hain. balance wo hota hay jo trader kay account ka total balance hota hay jab kay account ki equity account kay current total loss ko minus ker kay aur profit ko jama ker kay show ho raha hota hay. is liye jab trader trade keray to wo apni equity ko dekhay na kay balance ko. que kay equity us kay account ka hal bayan ker rahi hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                            forex mai hamy ache equity ke posts reply karne chahey hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai weekly target bana kar kam karna chahey forex dunya ky bohat sy mumaik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Balance ko nhi equity ko dekh kr trade ki jay

                              forex mai hamy balance ke equality ko dahk kar kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake ka rdety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X