Gold ka high spread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka high spread
    Meri trading zayada ter gold mein hoti hai lakin mein nay currencies mein bhi trading ki hai mein nay yeh observe kya hai kay currencies ka spread level kam hota hai lakin metals trading jaise kay gold ya silver ka spread level high hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein metals ka spread currencies ki nisbat zayada hota hai aur woh iss lye hota hai kay aik tou inn ki market movement cureencies ki nisbat zayada aur smooth hai doosra inn ki price bhi different hoti hai metals mein aap ko profit zayada milta hai iss lye inn ka spread bhi zayada hota hai aur log inn mein trading bhi zayada kertay hain
    • #3 Collapse

      G han forex trading main ap ko hat curuncy or matals ka spread alag alag mily ga .ye brokers ka commission hota ha .her broker ka alag alag spread hota ha.curruncies main kam ha spread .gold ka spread ziada .is k move b fast hoti ha .gold pe bht se log trading krty hain .wo phir spread ko zehan main nahi rakhty ka kam ha ya ziada .achi move pe gold acha profit data ha .
      • #4 Collapse

        Spread broker ka commission hota hey air yeh her pair ka mukhtalif hota hey. Spread key kem ya ziada hony ki wajhan pair ki movement hey. Jis pair main spread ziada hota hey uski movement bhi ziada hoti hey. Currencies main spread is leay kem hota hey keon keh iski movement kem hoti hey. Metal ka spread uski movement ki wajhan se ziada hota hey.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar hum gold par spread ziada hota hay aur eskay sath sath agar hum daikhy to esmain movement bhi currencies ki nisbat ziada hoti hay aur humay chahiey keh agar hum gold par trading karna chahty hay to humara trading experienece bhi acha hona chahiye kyun keh achy experience kay sath he hum market main kamyab ho sakty hay

          اب آن لائن

          Working...
          X