Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain
    Dear traders mein aap sae aap ki rai janana chahoun ga aur apna mashwara bhi doun ga kay kabhi kabhi aisa hota hai jo humara candle stick pattern hai yeh bhi fail ho jata hai means kafi aisay pairs dekhain jahan pe doji bana ho kahin hammer aur iss tarah kay kafi aisay pattern bantay hain jin ko dekh kay lagta hai next movement market ki aise hogi lakin woh fail ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat bhi teek hay asal ma baat ye hay kay candle stick pattern bhi technical analysis ma aata hay aor technical analysis kabhi bhi 100% accurate nhi hutay kiun kay ager koi release hu jaye tu pher wo hamesha technical analysis ko beat ker deti hay is liye aksar jab hum candle stick ko observe ker rahay hutay han tu jo movement normally huni chayi wo news ki waja say change hu jati hay
    • #3 Collapse

      hanji dear canlde stick patren bhe fail ho sakty hain aur app ko inn k bary main batata hun k app jab bhe candle stick patren pay kam karain tu app support aur rsistance ko sath attach lazmi karain kyon k ager app support aur rsistance ko sath attach karin gee tu ap ko achi confirmation bhe mil jayge farz karin ager app k chart par bearish englufing ban raha hai tu app wahn daikhin gee k wahn koi strong rsistance hai ager hai tu app say sell kar sakti hain kyon k ye aik strong signal hai patren ka issi tra say ap har chez k analysis kar k kam karain tu app ko koi bhe mushkil nahi ho gee.
      • #4 Collapse

        G han dear bilkul kabi kabi aisa hota he mgr zyda tar candle sticks chart best he he.dear Asal men market k rates ka up and down kuch pta ne chalta Lehaza mere khial he k hamen best trader banny k liay analysis sirf aik he method kafi ne he is K liay hamen 2,3metods k sath analysis zaroor krna hoga ta k ghalti ka chance bht kam ho.
        • #5 Collapse

          candles man ager bat currency pairs ki ki jai tu her currnecy pair apnay hi route pay chulti ha ab usd or nzd ka comparison ker layn ic man her aik ki economy aik dosry say alag ha tu moves bhi alg hun gyn.
          • #6 Collapse

            Gee haan brother bilkul aisa hi hota hai aksar forex mein candle stick patterns bhi humain market ki ghalt movement batatay hain lakin yeh mere khayal mein tou market mein fake movement ki wajah sae hota hai baqi humain chahyea kay hum apnay analysis kay mutabiq trading kartay rahain tou acha hai
            • #7 Collapse

              1 bat mind me rakni chaye key Forex ki market kabi be technical base par ya candles key base par next move nahi leti, Forex ki market se related kesi be news se apna next step le sakti hay, es ley technical analyzing etni khas ehmeyat nahi raktni jetni news ki importance hay.
              • #8 Collapse

                Apki baat darust hey dear member. Koi bhi indicator sao fesad accurate nhen hoty. Indicators humain previous move show ker rhy hoty hain. JCP aik acha indicator hey aor maximum use hota hey leken phir bhi koi na koi gunjaesh reh jati hey psttern main. Doji ya hamer sirf us waqt effective hoty hain jeb yeh trend key top ya bottom per benain.
                • #9 Collapse

                  Dear candles ki bunyad py jo hum analysis karty hain wo technical analysis kehlaty hain aor patren ki madad sy analysis karny ka shumar bhe technical analysis mein hota hay agar agar koe patren fail howa hay ya ap nay proper analysis kiye hain aor fail howy hain to is ki bhe koe reason ho gi is liye koshis karen reason search karen agar reason talash kar lety hain to ap kamyab ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

                    agar hum forex mai bager learning ky market mai enter ho ky candale stick patterns ko use kary gy to hamy loss he ho ga lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota is liye hamy acha knowledge or experience hasial kar ky is mai kam karny ka high rsisk lena chahey pher he hum losss ko avoid kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

                      Forex trading hai yaha sab possible hai cnadle stick chart best hai trading k liye lekin ye b fail ho sakta hai lekin har dafa nahi kabhi kabar ho jata hai aisa har dafa nahi hota ap apni strategy ek dafa me change na kary.
                      • #12 Collapse

                        Re: Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Dear traders mein aap sae aap ki rai janana chahoun ga aur apna mashwara bhi doun ga kay kabhi kabhi aisa hota hai jo humara candle stick pattern hai yeh bhi fail ho jata hai means kafi aisay pairs dekhain jahan pe doji bana ho kahin hammer aur iss tarah kay kafi aisay pattern bantay hain jin ko dekh kay lagta hai next movement market ki aise hogi lakin woh fail ho jata hai
                        Ji Bhai bilkul kabhi-kabhi candlestick pattern detail ho jata hai isiliye traders, shahupuri planning circular trading Karni chahiye aur Har cheez par Nagar rakhne ke baad Bhi Koi train Lagani chahiye kab 29 Lene Chale nahi hogi
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

                          forex mai market jab move kar jate hain to candle stick patterns be fail ho jaty hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky p down ko dahkty howe or is ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

                            G brother ap ki bat tek ha aksar ye candles false ho jaty ha lakin humain ye andaza hood sa karna hota ha k next kia hony wala ha market ma available koi bi indicators aisa nahi ha jis pa andha beleive keya ja saky our pory yaqqeen sa kaha jaye k next kia hony wala ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candle stick patterns bhi fail ho jatay hain

                              forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik world wide business hain hamy is mai expert trader ban ky candle strick patterns ko use kar ky kam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X