apny thread pa post kar skty ha ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apny thread pa post kar skty ha ya nahi?
    Dear forex members ma ye pochna chahta hn k apny thread pa hum post kar skty ha ya nahi kion k baaz awqat jab hum tgread k zarye sa koi bat pochty ha to kafi log jawab dydety ha agar per bi kuch pochna ho to usi thread pa hum hood post kar sktu ha ua nahi agar es bary forex ka rule kisi ko maloom ho to please rahnumayi kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear brother main yeh kehna chahn ga keh pak forex forum main ap ni jo bhi thread likhty hain aur sath apni wazahat bhi krty hain to woh apki post he count hoti ha. Thanks dear members and forex also.
    • #3 Collapse

      G han bhai jan forex men ap apni thread pe post kar saktay hen agar ap ne thread post ki hey aur brief bhi Kiya hey tu bahd ap k pass achi reply ho tu zaroor post kar saktay hen
      • #4 Collapse

        no dear ap apny thread mein post nahi kar sakty kiyon k posting mein ye allow nahi ha agar ap ka koi bhe question post kareen gay to ap uska reply nahi kar sakty han agar kisi ki post thread ka apko jawab a rha ha to ap us mein post kar sakty hein
        • #5 Collapse

          mery khyal main hum apny threads par posts kar sakty hay wo bhi es madd main keh agar kisi say koi question pucha hay to uska reply kar sakty hay ta keh puchnay waly ki confusion door ho saky aur humay chahiye keh knowledge bhi ziada say ziada share karen ta keh har kisi ki help ho saky aur market main acha earn kar saky
          • #6 Collapse

            agar hum kisi bhi thread par posts karna chahty hay to kar sakty hay esmain koi issue nahi hota bs humay aik baat mind main rakhni chahiye jo keh post karen wo knowledge wali aur achi ho tab he hum forex trading main acha aur kamyab ho sakty hay es business main dil lga kar time daianay main he futrue hota hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear friend gab ap fore forum par thread create karty hain to as k sath nechy wazahat bhi to create ho gath hy aur yeh kafi hy ap aoni as thread par dobara post na karen bal k dosry post ko achay say quality berqarar rakhen

              اب آن لائن

              Working...
              X