Ache aor profitable trading k leye hum aksar experience ki baat karte hai lekan aisa be hota hai k experience k bawajood loss hojata hai matlab aisa nahe hai k agar kesi k pas ache experience ho tu osko loss he nahe hota q k experience traders be kabi kabi mistakes kar jate hai jesmai osko loss be hojata hai lekan experience traders ko faida ye hota hai k wo jald he apni losses recover kar laite hai..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим