Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wednesday tak trade na karain acha ho ga.
    hello dear friends mujhy kisi senior trader nay btaya hai k app wednesday tak trade na karain kyon k risky ho sakta hai balky app ager ye pora week he trade na karain tu app k lieay yeh acha rahy ga market main new year ka pehla weak ai iss lieay ap ko trading say avoid karna chahieay aur har step soch samjh kar karna chahieay jald bazi say kabhe bhe kam na lain nuksan hony say behter yehi hota hai k app ka belence braber rahy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee brother aksar traders aisa hi keh rahay hain lakin news mein aise koi baat nahin hai aap easily trading ker saktay hain agar aise koi baat hoti kay market nay kahain zayada move karna hota tou shayed trading thori mushkil ho jati lakin news sub kuch nirmal bata rehi hain jis sae aap ko poerashan hinay ki zaroorat nahin hai
    • #3 Collapse

      App ki baat say maen agree hoon atleast 2019 k phelay week maen trade na laen koin k market ka impact jo december ka parta hy wo aik hafta to rheta hy app ko chahy jahan aik month sabar kia hy wahan thora our ker lain gay to us maen nuksaan say bauch jaen gay first week bad to market normal ho jaey gee
      • #4 Collapse

        g app ka suggestion 100 percnet theek hai. abhi 2018 kay end say laay kar aur new year start honay tak trading karna kafi risky hai . kion ke markt proper routine mai 1st january ke baad he ayie ge. iss liye abhi market mai trading positions open karna khas toor per long term postions open karna kafi risky sabit ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Nahin bhai aap nay theek nahin kaha hai wednesday tak trade karnay mein koi nuqsaan nahin hai aap apni trade soch samajh ker lagain aur iss mein kaam kartay rahain kuch bhi nahin honay wala aur iss haftay tou koi khas news bhi nahin hai jis ki wajah sae trading mein koi khatra ho aap trade kerty rahain
          • #6 Collapse

            Begar analysis kay information share krna acha nahi hai. Ap trade kr sakty ho. likan trade open krnay say phely ap ko analysis krna hai. es kay bad trade open krna hai. kyu k analysisd kay bad trade open krnay say profit kay zada chance hotay hai aur loss kay kam.
            • #7 Collapse

              Hamaray sinor member share kary k Wednesday tak trade keu na lagay plz guide kary
              • #8 Collapse

                Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                forex mai hum pura hafta trading karty hain or hamy is ka bonus agly month ky pahly hafty mai milta hain or hum isy skills ke madad sy with draw karwa ky apne zarorto ko pura kar sakty hain market aik hafty mai 2 din band hote hain or hum is mai in do dinoo mai investment nahi kar sakty forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                  g haan bhai ham ko as main wedensday tak ham ko as main trading karna chahiy hai q k as dinon ko markek band naho hota hai as liy ham ko as as din ko bhi trading karny chahiy hai aesa nahi hai ham ko as main karny chaiy hai likin as main knowledge kee sath sath as main trading karna chahiy hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                    forex mai hum pura hafta trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                      Trading kernay kya liye trader kay pas apni aik trading strategy hoti hay. aur ager us trading strategy kay mutabiq trader kay pas kot trading setup show ho raha ho to trader ko wo trade saror leni chahaye. que kay kuch trader ki trading strategy aisi hoti hay jis main wo monday aur friday k trade nahi letay. wo sirf 3 din trading kertay hain. is liye har trader ko apnay trading strategy kay mutabiq hi trade kerni chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                        g haan sir ham ko as main kabhi bhi aesanahi karna chahiy hai ham ko as main pahlr din hi se ham ko as main trading sharo kar deny chahiy hai as maain ham tu hi profit hasil kar sake gee as liy ham ko as main aesa karna chahiy ahi qk as main tu phir chty a jiy gy as liy hamtrade pahle din se hi ham kotrading karny chahiy hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                          forex mai hamy market ky up down ko dahk kar trade lagane chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hum apne marz sy time tabe na hony wala business hain forex aik world wide business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                            expensive congratulations to UK Aapko Pehle bonus Mil Gaya Hai Ab aapko Mera Sasura hai ki trading mind ke liye bahut acche se kaam Le aur star mind ke liye currency trading Karke aapko Itni trading Kiya pata nahin Hoga Ki aur currency trading kar sake eyes Jyada aap ko mat batana Chahta Hoon ki aap ke liye lot size minimal Rakhe
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Wednesday tak trade na karain acha ho ga.

                              Jis ne bhi ap ko kaha ha bilkul thk kaha Tha bhai ye week waqi bht kharab raha ha market mein news na hony ki Waja se market bht slow raha ha mein khud trade laga k bht tang howa hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X