haftay main aik he achi trades hamaray profit k liye kaafi hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    haftay main aik he achi trades hamaray profit k liye kaafi hay.
    dear maira apko mashwara hay k hamain trading main koi jaldi nai karni chaye agar pooray haftay main aik bhi achi trades mil jaye aur us say achi earning ho jaye to kaafi hay poora hafta lose aur wait karnay say best hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai apne bilkul thek kaha hy bhai yaha boht log esy hy Jo jald bazi krty hy agr apne achi earning krni hy to achi trha learning krna zroori hy is trha ap ko pta chl jata hy k kn c trade sy ap ko faida ho ga ma ap ki bat sy agree krta hu
    • #3 Collapse

      g nahi bhai jan mein yeh kehna chahta houn kay forex mein rozana ki bunyad py merket aika chi move deti hy ager hm uce pakrny mein kamyab hjayein tou hafty mein 10 sy ziada tredes lay skty hein hmein chahye forex mein sanjedgi sy kam krein aur ziada lalch kay bajaye shrou mein sirf achay sy kam karein aur agay bdhty jayein
      • #4 Collapse

        G bhai trading m Agar app ko Acha moqa mily to beshak zyada trade Karo ak p roky naraho or confidence k sath agy Baro q k Agar app ak trade ko lekar baet Jaye to Kia Pata next week ap ko milta h b k nahi Acha moqa to lalach na kark trade Kary Jo Acha a or apna profit ly to kamyab hongy baqi to market hamesha up and down m rihta h or ham n dono ka fayda Otana chahey up ka b or down ka b.
        • #5 Collapse

          G brother , traders ko chaiye ke woh trading kay time per bohot he selective ho kar trading Karin tu in ko trading mai bohot acha reward mil sakta hai. aur khabi khabi aik trade b achi ho tu kafi earning ho sakti hai.
          Traders ke liye best opportunity yahi hai ke woh try Karin ke kam say kam trade positions open Karin lakin jo trade positions open Karin woh bohot acha setup milny ke baad he Karin.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan ap ne theek hi farmaya he hamen chahye ke ham hafte ka apna targit rakhen is se ziyada ki lalach na kia karen q ke hafte me bhi bahut mil jata he aisa na ho choti galti se hamen bahut nuksan ho jaye
            • #7 Collapse

              g bhai ap thek k rahe ho forex aik aisa way hai jis mai har insaan chahta hai k usay har trade mai profit he ho or bar bar ho issi waja say bhot say loag apni trade bar bar open karte hai lalach mai ajate hai or is tarha say humay loss he hota hai humay forex mai agr news ki base per trading kare gay kiu k news forex trading mai weekly ati hai us surat mai hum aik ache smart income gain kar sakte hai jo k har insaan chahe ga k wo b is tarha earning kare apni
              • #8 Collapse

                market main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain profit hasil karny k liye expereince hasil kar k hi hum achy say run karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main anlsye kar k hi hum run karein gay
                • #9 Collapse

                  agar humay hafty main aik he achi trade milti hay to humay chahiye keh us trade ko he karna chahiye agar humay koi bhi trade confirm milay to us trade ko karnay main he faida hota hay es trha humara balance bhi safe rehta hay aur hum market main kam say kam risk main rehty hay es liye humay esmain mehnat zaroor karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto hmain forex trading ma koe kisi kism ki jld bazi ni krni chy ap jo b kam kry wo sbr sy or soch smjh k kry Kiun k agr ap sbr sy kam ly gy to hafty ma aik adh trade aisi aa he jti hy jo ap k pury weekly profit target ko Pura kr dyti hy es ly hmain sbr sy best mokay ko talash krna chy or os mokay pr trade lga k earn krna chy
                    • #11 Collapse

                      agar hum aik achi trade place karen gay to us trade say hum bohat achi earning kar sakty hay humay koi bhi trade lgany say pehlay market ka achay say mutaliya kar lena chahiye kyun keh tab he humari trading achi ho sakti hay aur es waja say hum market main regular base par profit bhi bna sakty hay esmain khoob time daina chahiye
                      • #12 Collapse

                        ji bhi jan ap na bilkl thk kha h ya forex asa busnes h jo join ak br krlta h osy lalch ajta jb profit mlta wo bs yhi chta jld sa jld treding hi krta rho lkn ya ni chochta k jld baze ma kyh ga fsly ya km baz okat hmy nksn bi dty h es lh jld baze ni krni treding chy km kry lkn achi posts kry ga to zyda fida ho es sa koe fda ni zyda kry lkn profit km mly ya olta nksan hojae
                        • #13 Collapse

                          g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex main aghr hmary liye market 24 hours open rahti hai tu hmain yah boht achi oppertunity milti hai laken aghr hum aik he achi trade aik waek main ly lety hain tu woi boht hoti hai aghr hum allach main parh jaen tu hum kbhi bhi achy tradors nahi ban skty hain kam par happy hona sikhengy tu zeyda mily ga
                          • #14 Collapse

                            Re: haftay main aik he achi trades hamaray profit k liye kaafi hay.

                            forex aik online business hain hum is mai aik he raat mai ameer nahi ho sakty hamy ache learning ky bad ache planing kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: haftay main aik he achi trades hamaray profit k liye kaafi hay.

                              hamy weekly target bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex mai hum live trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum forex ko apna lie time career be bana sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X