Market ko kaisy analyse kiya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko kaisy analyse kiya jaye
    Friends ap se aik sawal hai ky market ko kaisy aur kis time frame mein analyse kiya jaye?
    Mery khayal mein to hamein 4H mein market ko analyse kerna chaye aur 1H mein trade kerna chaye.
    Ap ka kiya point of view hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein aap market ko kisi waqt bhi analize kr sakty hein analize krty hvy market trend ka khayal krna chahiye mery khayal se trading us waqt krein jab market aap k favour mein ho.
    • #3 Collapse

      forex market ko analysis karnay kay differnet tariqay hay agar hum en sab tariqo ko seekh kar apni trading life main add karen gay to hum market main regular base par achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain jald bazi bhi na karen kyun keh jald bazi main hum market main kabhi earn nahi kar sakty
      • #4 Collapse

        forex market main agar hum theak say analysis karen gay to he humari trading achi ho sakti hay es business main money management bhi karni chahiye kyun keh money management kar kay theak say focus kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay esmain analysis aik aham juz hotay hay
        • #5 Collapse

          forex trading main hum market ko boht tarikon se analysis kar skty hain or aghr hum chart ko bhi dekhty hain tu bhi os main boht se option hoty hain jin se hum market ko analasis kar skty hain es liye aghr h1 or h4 ki bat karen tu yha chart hmain short term trdaing k liye use karny chahye es main hum profitable tdaing kar skty hain
          • #6 Collapse

            market analyse is only trend analyse, agar aap conditions ko assess krny mn maahir ho gaye tou aap market ko analyse krny k qaabilho jaen gay or aap ki ik aadatban jaye gi or aap ic ko enjoy kren gay , its all about surroundings .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear forum member ap ney analysis ki jo strategy batai hey main us se agree kerta hon. Forex trading main analysis ki hi base per trading ki jati hey ager analysis theek hain to trade ka prifit main jana must hota hey. Time frame 1 bhi behter hey .

              اب آن لائن

              Working...
              X