loss learning ka pehla step hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss learning ka pehla step hay.
    brothers jo bhi news traders aatay hain un ko shuru main loss hi hota hay aoh apna account wash kerwa letay hain lekin iss say woh bohat kuch seekhtay hain itna experience haasil kertay hain jo woh kabhi haasil nahi ker sektay to learning ka pehla step hi loss hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kch log br br loss b mr jaty hn aisy loss ko apna step na bnaien blk 1 br ki ghlti sy sabq hasil kren aur us sy next trade ki bunyad rkh daien. Apni mistakes sy seekhna khtm kr dia tu smjo trare khtm ho gai apki. Just learning ko brhaien demo account pr practice kren aur any waly daur ki trade ko successful bnaien.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
    • #3 Collapse

      g bilkul apki bat tkh hy kio ky jb tk hum forex sy loss nhi krwty to jb tk hmy forex trading bht achi lgti hy lkn jb loss hota hy bar bar loss hota hy to hum phr bhgty hn learnig ki trf phr hum sikhna chty hn is ko ky ye kia hy or kesy krna hy phr hum demo ki trf twjo dty hn is liy hmy chahy ky loss na krwayn blky isko phly learn krn phr earn krn iska knowldge hasil krn jhan sy bi mily
      • #4 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per ager hum ko first time pa loss hota ha to per hum ko achi learning hoge laken ager hum ko first step pa loss hoga to per hum ko achi learning hoge laken ager hum ko first time pa profit hoga to per hum over confidence hotaa ha..............
        • #5 Collapse

          traders ke learning kay liye yeh b aik bohot he importnat experience hota hai. traders ko yeh achi trah say pata honaa chiye ke forex trading kay doran ager in ko loss ho jiye tu woh iss k baad kiya karin aur kin cheezon ko avoid karna hota hai. jab tak trader loss ko face karna nai learn karty hain woh achy trader khabi b nai ban sakty hain.
          • #6 Collapse

            gee bhai bilkull aap nay sahi baat ki hay kay learning kertay howay sab say pehla step loss hi hota hay koibhibanda jab trading start kerta ha to uss ko shuru main loss hi hota hay jo kay insaan ko sab say zyaada sikhaa jaata hay
            • #7 Collapse

              G dear zyda tar logon k sath aisa he hota he.mgr zaroori ne k start pe loss he ho .Ye depends krta he ap market men aany se pehlay learn kitna Kia he. her banda expert ne hota mgr hamen real account men kamyabi tab he hoti he jub ham achi trah learn kr k start karty hen.shuru men loss hosakta he mgar is se mayoos na hon.
              • #8 Collapse

                Ap sahe keh rahay ho loss learning ka waqai pehla step ha jb hmain loss hota ha to hum aur ziyada serious ho kaam krtay hain aur phir kamyab bhi hotay hain.ic men koi shak wali bat nai ha k loss learning ka pehla step ha. Agr hmain loss pay control krna a gaya to definitely hum forex men kamyab ho k profit hasil krna shuru kr dain gay.
                • #9 Collapse

                  lose business ka hisa hai lakin zaida lose business me ho jaye tu business ka kya faida forex me b lose ho jata hai hai or apki learning ki waja anta hai agr ap apni galtion se seekh jate ho tu yahi apki kamyabi hai forex market me lose ho jata hai lakin gabrana nahi lose recover b ho jata hai ap seekhe ke apne kdr galti ki hai.
                  • #10 Collapse

                    agar humay market main loss ho raha hay to es waja say pareshan nahi hona chahiye kyun keh pareshan ho kar hum market main theak say earning nahi kar sakty humay chahiye khoob trading ki practice karen kyun keh practice karnay kay baad he humari trading achi ho sakti hay aur hum safe bhi tab he reh sakty hay
                    • #11 Collapse

                      g haan bilkul thek kaha k forex trading me jb aap atay hain loss ni hta tb tk aap smjhtay hain k aap bilkul thek ja rhay hain blkay aap sekhtay ni hai ar jb apko loss honay lagta hai tw aap loss ki waja se usko recover krnay k liay sekhnay lagtay hain ar usko recover krtay hain to loss kamyabi ki waja bn jata hai
                      • #12 Collapse

                        Loss learning ka phel step nahi hai. Forex mai learning ka phel step Demo account hai. Ap nay forex market ki learning krna hai tou es kay lye ap ko demo account ko jon krna hai. Tou ap forex market ki learning kr sakty ho. Loss ki waja say ap aspni strategy ko imp[rove krtay ho.
                        • #13 Collapse

                          jb hum forex mai kam karty howe hum sy koi galti ho jy to hamy loss ho jy ga or jab hum next time kam karty howe apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or loss sy bach jaty hain hum apne galtiyo sy learning hasial kar sakty hain loss learning ka pahla step hain
                          • #14 Collapse

                            forex man trader aty sath hi loss kerta ha ju main reason ha traders ki forex ku choor janay ki. ager start man traders ku loss na hota tu aj forex man traders ki tadad buhut zyada hoti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main loss ki bhi boht ahmiyta hai aghr socha jay tu q k jub hmain loss hota hai tu hum apni eraning ki traf pahly se zeyda dehan karny lag jaty hain tu yah aik trah se achi bat hoti hai or har trdaor he yah try karta hai k hum ny pahly jo galti ki hoti hai osko sikhty hain ta k un ko dobara so wjaha se loss ho jay tu yah bhi aik leraning ka tarika hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X