Jab tak hum log Forex main apni learning aur apne knowledge ko Nahi barty Hame ise sa koi profit ya earning nahi ho sakti kyun k jis kaam mein hamari learning ya knowledge nahi hota us kaam sa hum chahe jitni jyada magnet karle Yaar itna jyada hard work kare koi fayda nahi hota jab tak hum ek cheez ka experience aur hamara knowledge nahi hota aur hamara experience b tab hi fayde mand hota hai jab hamare paas uska knowledge ho aur us knowledge ko istemal Kar ke humne wo experience hasil kiya ho...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим