Trading men panic ho Jana.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men panic ho Jana.....
    Jab ham thora sa loss men jaty hai to panic ka shikar ho jaty hain aur foran trade close kar detay hain. Aesa bilkul b nahin karen is tarah apko zyada loss ka samna karna parta hai Q k aksar market phir se wapis aa jati hai aur phir hamen afsos hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Penic hone se ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain q k jab ham himmat har jate hain to ham kabhi bhi correct decision nhi le pate hain isliye hamen himmat nhi harna chahiye aur hamen always hi mehnat aur lagan k sath kaam krna chahiye ta k ham better kaam kr saken agar ham himmat haar jaen ge to ham kabhi bhi better work nhi kr ppaen ge so hamen penic nhi hona chahiye balke himmat se hallat ko face krna chahiye
    • #3 Collapse

      G brother trading mai panic hona regular bat hai mai bi hota hon jab loos hota hai kiun ka natural hai jab bi ap ko loos ho ga ap ko panic ho gi dear bat ya hai panic hona bori bat nahi laken panic ka bad kahlat faisla lana bori bat hai jis s huma or loos hota hai is lia panic ka asar trading pr na phrna dain balka ap asa karain ka loos ka bad market ko leave kr dain tohra time ka lia ta ka ap panic mai koi kahlat faisla na la sakian thanks
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear ya sab cheaze tabi hoti hain jab ap ke pass knowledge na ho aur na he experience tab ap apni trads jaldi profit mein kat dete hain aur isi taraha ap loss mein be trade katam kar dete hain jis se ap emotion hote rhate hain aur phr trading kar ke loss mein chale jiste hain aur apna account loss kar dete hian

        اب آن لائن

        Working...
        X