Practice se bhtri ati hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice se bhtri ati hai
    Practice se jo bhi ghalti hoti hai tu khtam ho jati hai agr practice bar bar ki jai tu kuch hi arsay se ghalti per qaboo pa kar acha back through mil skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hamari skills ka depends hamari practice pe hota hai ham jab achi practice krte hain tab hi hamen acha experience mill pata hai aur hamen achi skills mill pati hain
    So hamen jahan tak mumkin ho sake hamen practice continue krni chahiye hamen continue practice se hi skills milti hain aur ham apni practice k behave pe hi kamyab hote hain isliye hamen achi practice ka hona bahot zaruri hai
    • #3 Collapse

      g bhai jan ap nay sahi kahaa hmein mashaq sy e sb sy achi stretgy mil skti hy hmein chahye kay forex mein sb sy pehly mashaqein karein takeh koiaik achaa system bnaa skein jou hmein bht ziadaa faidaa dy sakay forex mein kamana mushkil nhi lakin pehlyy sekhnaa pddtaa hy mehnat karnii pdti hy tb jaa ky milta hy achaa phal
      • #4 Collapse

        brother jis terha ik player ager apni game ki jo bi wo kerta hy tu us mai ager practice kerta hy jo ky ik mushkil kam hy zahir hy koi bi sport ik mushkil job hoti hy tu ager wo us mai practice kerty hoy kamyabi hasil kerta hy tu hm log bi ager forex ko sekh ker is mai practice kerty hy tu yaqenan ap bi is mai kamyabi hasil kr lo gy.
        • #5 Collapse

          Jee haan aapki baat sahi hai forex trading mein jitni ziada hum practice krengy experience increase hota jayega hum apni mistakes ko practice k zariye control kr sakty hein,demo account trading practice k liye best hai,forex trading mein daily practice krni chahiye.
          • #6 Collapse

            jesa k ap sb trader jante hen k forex online trading ek worldwide online trading business ha lakin ye boht hi risky bhi ha aor bna knowledige is business ko shuro krne ka matlab apne sarmaaye ko loss krna ha es lea bna practice aor good knowledge k trading krna boht bri galti ha.
            • #7 Collapse

              g janab wo kahawat tu ap nay suni hoi hai kai practice makes a man perfect so ap ko chahiyay kai maximum jitni bhi practice is market main demo account main kar saktay hain kar lain is market main q kai live account main galti ki koi gujaish nai hoti aur humay is market main bara loss honay kai buhat zaida chances hotay hain so be careful.
              • #8 Collapse

                yes dear is main koi shak nai hay k hamain jub kisi bhi knowledge ya experience honay lagta hay to hamain ral k sath sath demo ko bhi jari rakhna chaye q k agar ham nay yeh soch kar practice karna chore di k hamain ab is ki koi zarurat nai hay to hamara experience bhi wrong side jayega aur hamain us kaam main achi pakkar bhi nai hogi so hamain forex trading main acha traders bannay k liye is main apni practice jari rakhna chaye is main lifetime k liye earning hogi.
                • #9 Collapse

                  g han dear forex mein agar ap acha business karna chahty hein to practice bohat he zarori ha or demo practice ek behtareen work ha jis mein ap kamyab earning karny k liye forex mein demo pay kam say kam 3 month work kareen then ap bohat he acha profit live account mein hasil kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein
                  • #10 Collapse

                    forex trading business mein demo account par practice ki buht ziada ehmyeet hy kiok demo account par practice se hum trading ka experience knewledge aur achi skills hasil kar saktay han aur practice se hum apni koi achi planning set kar saktay han aur practice se hum apni mistake ko cover karsaktay han practice ziada se ziada karni cahaiye is se hum apni mistake ko coverkar saktay han
                    • #11 Collapse

                      Apki bat tkh hy practise hi ik esi chez hy jo hmay experinse or hmari stragty ko mzboot krti hy is liy hmy prctise pr twjo dni chahy or dil lga kr prctise krni chahy ksi b stragty ko azmany ky liy km az km 6six mnth chahy hoty hn is liy hmy chahy ky hum prctise ko na chorn dil lga kr mhnt kr ky prctise krni chahy
                      • #12 Collapse

                        Bro Experience hasal karny k leay dilchspi se kam karna bahut zarori hy.lagatar kam karny se hi behtari ae gi .forex main agy barhny k leay interest se kam lia jae to benefit zeada hota hy .apni ghaltion ko bar bar na dohraen .bilky apni strategy ko tabdel kaen.aur dosron se bhi help Lena behtar hota hy
                        • #13 Collapse

                          G haan jnb practice say trading men kafi behtri ati ha aur jo ghaltian banda krta ha us men kafi seekhnay ko milta ha. Agr daikha jaye to forex men hum jitni ziyada practice krain gay utni hmari trading skills behtar hon gi. Lehaza hmain chaheay k jitna ho skay ziyada say ziyada practice krain ta k maximum improvement ho skay.
                          • #14 Collapse

                            practice makes a man perfect yah ap ny thoughts tu suni hogi tu yah forex main bhi apply hoti hai jitna hum forex main trading ki practice karty hain otna he hum apni trading ko bahtr bnaty hain trading ki practice k liye aik best palt form milta hai jo k demo account hai jis main hum practice karty hain tu ability ko increase karty hain jis se hum apni trading ko profiatble bnaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Apki baat say mai agree karon ga waqai mai agar ap achy trader banna chaty hain tu us k lia apko chahiya k ziada say ziada practice karyn daily work karyn demo par real account ki tarhan agar ham achi practice ko daily base par karty hain tu apni choti choti ghaltiyo kokhatm kar sakty hain kam say kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X