Post par bonus ke ratio kya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post par bonus ke ratio kya hai?
    Dear members mera ap sy sawal hai kay kya ap loag mujhe ye bata sakty hain kay forex par threads post karny kay aur threads par reply post karny par bonus ke ratio kya hai?Aur threads par thanks milnay sy ya thanks karny sy bonus kitna milta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh jo question app nay share kiya ha iss ka answer Pakistan forex forum Kay members ko nai pata ha kion ke forum administration yeh information share nai karte ha ke per post aur per like bonus kis Tarah say calculate ho raha Hota ha. Bas try Karin ke quality posting Karin tu acha bonus ban jiye ga .
    • #3 Collapse

      har post par bonus apki quality or us par any waly thanks par depend krta hai jtni achi quality or jtny ziada thanks utna ziada bonus lekin confirm nai ho skta hai me ghalt hon lekn apko chahye k ap har sorat me apni post ki quality ko behatr se behtar banayen.
      • #4 Collapse

        Bahi sahi batoan tu muja tk samaj nahi ai ka kis tahra bonuse dia jata hai kisi ko kam post pr zyada or zyada post pr kam samj nahi ati kia policy hai wasa ya tu sub ko maloom hao ka basic pahla jo tah wo 0.20 tah ak post ya thread ka or 50 dollar tk bi tah ji ki post ya thread acchi ho gi abi ya samaj nahi ah raha ha ka kis ratio s da raha hain han moderator bata sakta hai ka ratio kia hai wasa pata hona chaya sab ko ta ka wo dil laga kr mahnat karian
        • #5 Collapse

          dear mujy tu is ky bary mai khas nahi pata laikn wesy ager tu ap ki post achi hy tu ap ko lazmi is ka benefit mily ga is liya achi or mayari post hi kery taky sab ko us ki knowledge hasil ho or sab log ky sath sath hmy bi us ka faida bonus ki sorat mai mily ga.
          • #6 Collapse

            Dear hum jo bhi thread ya post Pakistan forex forum per create kertay hay tu humay aik thread ya post per .20$ miltay han laiken wo bhi tab jab hamari post accept hu jaye tu warna aksar fazool kisam ki jo post huti han wo administrators ki taraf say delete bhi ker di jatai han laiken ager hamari post achi hugi meyari hu gi dosro ko liye mufeed aor interesting bhi hugi aor sab say bari baat kay original hu copy paste na hu tu per humay likes bhi miltay han aor aisi aik post per 50$ tak ka bonus bhi mil sakta hay is liye quality ko zaror made nazar rakhna chayi.
            • #7 Collapse

              forex forum of pakistan ki taraf say members of forum ku per post 0.20 cent diya jata ha. trader jitnay posts kerta ha oc ku accumulated bonus month k end man day diya jatta ha ya new month k start man diya jatta ha.
              • #8 Collapse

                Bhai ye kaam administration ka hai ky wo ap ko kitna bonus dety hai. Mery observations ky mutabiq taqreeban 8 post per aik dollar milta hai. Aur thanks aur like ky taqreeban 2 per aik dollar milty hain. Is liyd hamein koshish kerni chaye ky thread creat kerein.
                • #9 Collapse

                  Dear jab hum forum pe koi bhi post karte hain phir wo chahe thread ka post hona ho ya kisi ke already created thread pe reply dena uska same ek particular set bonus hota hai jo post karne pe hum logo ko milta hai lekin agar humari post ki quality best in sense of information to hum logo ko ek advantage mil jata hai us post to uska ziada bonus milne ka chance ban jata hai agar hum ne koi thread banaya hai and us pe logo ke ache thanks and comments aaye hain to yaqeenan hum logo ko us ke according acha bonus milega humare posting ka.
                  • #10 Collapse

                    dear mein ny forum pay work kiya ha leki bonus system ka samajh ni aya lekin i think ye post ki qualoty pay depend krta ha apki jitni achi post hogi it i he zyada bonus ki ear img hogi is liye behtar sy behtar posting krna behtar ha jis say kafi acha bonus earn kiya ja sakta ha or hard work k sath kamyab earnong ki ja sakti ha is loye i think forum best way ha free trading kar kay kamyab earning hasil ki ja sakti h so keep work hard and get more to more profit in forex work
                    • #11 Collapse

                      Dear forex forum par na to post ka koi bounce fix hay or nahi thanks ka balkh es main apko bounce apki kei gai post main majod information par deya jata hay agar apki post zeyada informative hay to apko zeyada bounce deya jay ga agr kam information wali hay to kam or agar apki post bekar hay to apko bounce deyny ki bajy apki woh post he delete kar di jay gi
                      All The Best Dear Friends
                      • #12 Collapse

                        Dear ap nay sawal acha kiya hay laikin is ka jawab ap ko sird fourm administrator hi dy sakty hain wesy hamen jo bounus diya jata hay wo hamari posts ki quality ki waja sy milta hay agar hamari posts achi quality ki jon gi to acha bounus mily ga aor thanks bhe zyada milen gy jis sy mazeed bounus mein izafa ho ga
                        • #13 Collapse

                          g haan bhai jan main tu ab as forex trading main tu abhio new ho as liy mujh ko as k bare main pata nahi hai q k jis ka ainsan ko patya ho aus kee hi barwe main hi batae
                          • #14 Collapse

                            bhai pakistan fourm main acha bonus milny ki wjah yah hai k hmari posts ki qulaity kiya hai q k jub hum post ki qulaity ko barkrar rakhty howe posting karty hain tu hmain os main acha bonus milta hai jub k hmari koi posts par thanks milty hain un thanks ki bhi boht value hoti hai q k jitny thanks hoty hain otna he hmain acha bonus milta hai trading se
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post par bonus ke ratio kya hai?

                              forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live sada urdu mai posting karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide or international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X