Risk free trading tips...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk free trading tips...
    Dear members,trading ko risk free banany ki kuch tips hain ager inka khial rekha jaey to hum apni trade ko loss main jany se aor account ko wash hony se bacha sekty hain.
    1. Analysis kerain
    2. Aik weqt main aik pair per sirf aik hi trade lagain.
    3. Stop loss ka use kerain.
    4. Apni aik strategy banain aor usi ko hi follow kerain.
    5. Apni sari capital amount aik hi trade per na laga dain.
    6. Trend ko follow kerain.
    7. Mistakes ko face jerain aor un se sekhain.
    8. Apny emotions ko control kerain.
    9. Ager kisi trade main confusion ho to close ker dain.
    10. Lot size choti se trade kerain.
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    App nay bohot he achi aur comprehensive thread share ke hai jis Mai achi details k sath bohot achi tips Majood hain Jin say forum member kafi Faida Utah sakty hain . Traders ko aur forum members ko chaiye ke trading k doran inn batoon ka jis had tak mumkin ho lazmi khayal rakhin .
    • #3 Collapse

      Bhai ap nay hohat he achi baatain bati hain aur is kay liay thanks.ap ny bilkul theak kaha hai kay hum ek he trade par sab kuch invest nahi karna chiay aur na he ek pair par ek sy zyada trades karni chiay hn.aur sb sy eham ye kay market mai trade say pehly lazmi analysis karain kun kay is sy hum ye pata chaly ga kay market kesy move kar rhe hai aur analysis sy sirf ek trade nahi balky aagy or trade par bhe pata chaly ga kay kin cheezon ko dekh kar chalna chiay
      • #4 Collapse

        Apki post bhot achi hai aur kafi knowledge full bhi hai bhai mere hamy chahiya in sari bato par amal kar k apni trade ko bharpoor andaz mai yaqini banayn apne jo post ki wo new members k lia kifi help full sabit hogi aur faida punchaye gi Thank you.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
          Dear members,trading ko risk free banany ki kuch tips hain ager inka khial rekha jaey to hum apni trade ko loss main jany se aor account ko wash hony se bacha sekty hain.
          1. Analysis kerain
          2. Aik weqt main aik pair per sirf aik hi trade lagain.
          3. Stop loss ka use kerain.
          4. Apni aik strategy banain aor usi ko hi follow kerain.
          5. Apni sari capital amount aik hi trade per na laga dain.
          6. Trend ko follow kerain.
          7. Mistakes ko face jerain aor un se sekhain.
          8. Apny emotions ko control kerain.
          9. Ager kisi trade main confusion ho to close ker dain.
          10. Lot size choti se trade kerain.
          Thanks.
          sir ap ne bahut hi zabadast baten ki mery khayal se ap ne apni post me sab kuch explain kr dia hai or yahi wo chezen hai jo k ksi bi trader ko kamyab kar sakti hain ager wo in ko follow kry so sb ko chahye k ye points ko follow kren or implement kren taky wo kamybai hasil kren risk free trading sirf isi sorat me mumkin hai.
          • #6 Collapse

            Buhut hi acha thread post kiya ha ap nay. forex man trader ager in batun ka khayal rekh lay tu oc ku buhut profit earn hu sakta ha or ager profit earn na bhi hu tu atleast ic tarhan loss say tu buchg hi sakta ha.
            • #7 Collapse

              forex trading aik risky buisness hai jis ko mange karna boht zarori hota hai q k jitna hmari trading main risk hota hai osi hisab se hmain loss hota hai aghr hmary account main risk zeyda hai tu loss bji zeda hoag tu hmain chahye k hum apni trading main risk ko kam se kam invove karen q k jub ap palning ks ath trading karty hain tu apki trading main rsik kam hota hai or apko loss hony k chances bhi kam hoty hain
              • #8 Collapse

                very well dear. ap ny boht achy tareeqy sy trading ki tips ko point out kia hay. main new members ko ye mashwara daina chahon ga k wo ap ki post sy poora poora fayda uthayen. aur in tips ko mad e nazar rakhty huwy trade karain.
                • #9 Collapse

                  Bhai trading ky bary mein ap ky tips mujhy bahut pasend aye hain. Jab tak hum in tips per amal nahi kerty hum kamyab nahein ho sakty. Is liye zaroori hai ky ap ko market ko analyse kerna ana chaye. Apny ander saber ka maada paida ketrin. Jo trade bhi ap smajh aur saber se lagain gy wo loss kam mein jaye gi. Profit mein ziyada.
                  • #10 Collapse

                    1. strategy use kren
                    2. hard working
                    3. Patience see Kam len
                    4.skills develope kren
                    5. Lalach bilkul bhe na kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk free trading tips...

                      forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain yai aik international business hain yai kabe be band nahi ho hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk free trading tips...

                        hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk free trading tips...

                          forex aik world wode business hain ham is main trading karty hain hamy is main apny emotion or lalach ko qaboo main rakhna chahey hamy is main stop loss ko laga kar is main analysis ko use kar ky is main market ly up or down ko dekh kar is main amount invest karni chahey pher hi ham is main successful trader ban sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk free trading tips...

                            Dear brother buhut achi tips btaye ha ap na yahi sary batain ha agar hum in ko follow karty ha to yaqeenan humain forex trading sa profit milna shoro ho jayega our loss control ho jayega lakin un k leye shert ye ha k in baton ko follow karna parega thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X