Dont trade in forex without enough informations

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ap ki sat me ak mot hota ho ki .. jo trading nehi jan te o se trading ne kar na ca hia at fast ose tra ding sikna pare ga ne hito oo none os ki trading me loksan gonna pare ga .. or ak bat moje lag ta he ki trading kar na kohi am bat ne hia s ke lihe ja da tare pa rahi kart na par ti he... jo treading nehi janta ooo se internet se dond kar sik na hoga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      jee my dear brother aap ne bilkul thek kha hai agar ap ke pass knowledge nhi hai to aap thek trah se trading nhi ker pao ge or secnd ap ko loss ke chance zyada hota hai or profit kam hota hai...
      • #138 Collapse

        ji bro bilkul thik kaha ap ne k forex pe kam karne se pehle sab se pehle forex trading k bare main jitni ziada demo se practice karen kun k jitni ziada learning ho gi utna hi ziada knowlege ae ga r jitna knowledge barhe ga utna hi ziada experience mile ga r experience jitna ziada ho ga utna hi ziada earning ho gi
        • #139 Collapse

          g han main apki baat say agree karta ho ap ko agr kici business k bary main pori information nahi hay to ap wo kam na kary phaly ap us business k bary main pori information lay aur us k bad ap us main koi order lagay ta k apko us main loss na ho aur ap us main acha profit hasil kar saky aur is main kamyab ho saky yeh business boht acha hay ap is main elam hasil kary aur acha earn kary aaur is main loss say bach saky......
          • #140 Collapse

            hamen frex men kam krny sy pehly is ky ruls dakh lyny cha he ya taky hamen bad men loss na ho agr hamny yak am sub sy pehly kryn to hamen umeed han ha har mushqil men kamyab hon gyn or hamen forex men experience bhe ho ji ga..
            • #141 Collapse

              AP ko is business main bhot se information ke zaroorat ha ta ke ap is business ko samaj saken aur ap ko market ka andaza hona chahe ke wo kis taraf move kare gae aur kis taraf profit de ge.
               
              • #142 Collapse

                gee han bhai hameforex trading main information ke bagair tarde nahi karni chaie kun ke is tra ham apna loss kar sakte hain or apna account bhi banned karwa sakte hai
                • #143 Collapse

                  gee han bhai hame enough information ke bagair kabhi bhi tarde nahi karni chahie kun ke jab ham bagair information ke trade karte hain to ham eloss hi hota hai
                  • #144 Collapse

                    Yeh to really aik acha thread shamil kya hai aap ne kay humain is Kabhi bhi is tez tareen profit ya loss day janay walay business main trading nahi karni chahiye woh bhi us waqt tak jab tak hum apne aap ko aik kaam trader nahi bana laitay. Humain puri tarha say is business kay terms aur working techniques ko samajhna hoga aur apni pur mehnat aur timing daina hogi. Is tarha hum is business main aik kamyab trader ban saktay hain.
                    • #145 Collapse

                      forex men correct information ka hona bahut hi zaruri he, iske bagher agar ham trade karen ge to hamen bahut zyada nuqsan hone ka khaddsha bhi hota he aur ham bahut loss bhi kar sakte hen, islye isko bahut ehtyat se seekhen aur earn bhi karen.
                      • #146 Collapse

                        successful trader kay baare main meain apse yeh kehna chahu ga kay success wahi log paate hain jo mehnat karte ain kari aur successful trader banne kay liye you have to practice hard and lot
                        • #147 Collapse

                          working on forex is not possible with out knowledge of forex trading.before starting work on forex you should review and make practices on demo account and generate bonus it will give you market information and confidence to trade in real account trading.and also get knowledge from an expert trader. so i will strongly recommend with out information not take risk of work on forex.
                          • #148 Collapse

                            g bilkul ap ny thick kaha ha ku k forex business ek boaht he big or much risky business ha jis mi hamy big loss ho skta ha es mi agar ham without knowledge or experience k trade kary gy to just ham wrong trade kary gy jis ki waja sy hamy loss he ho ga or ham profit ni earn kar sky gy es li first hamy es ko learn karna chaheya and than real trade mi enter hona chaheya.
                            • #149 Collapse

                              yes g sir g you are 100% right aapne bilkul thek he baat jhau hga me aapki baat sa 100% agree krta hu forex without knowledge k begar nahi karni chahyea....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                yes app ne sahe kaha hain agar hum ko forex trading say related good knowledge hoge tu hum forex main good trading karsakte hain so forex main knowledge information ka hona bohot zaroore hai good information say he hum sahe market trend ka analysis karsakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X