dear forex members hum sab trders ko chahyee ky hum apna aik target rakhien daily ka aor apna daily target achive karna trading main ziyada mushkil nahin aor phir us ky baad mazeed lalach na karien warna aap ka profit aap ky loss main badalny main time nahien lagta
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
App ki lalach aap ky profit ko loss main badal daiti hai -
InstaForex -
#2 Collapse
g dear apki bat tkh hy lalch bht buri bhla hy or forex trading mn to lalch krna bht bari glti hy is liy hmay apna target banan chahy ky ak din mn apny kitni trade lgani hy apny kitna profit hasil krna apny kitna loss krna hy phr hm kmyab hngy jo profeshnl trader hn wo apna ak target set krty hn us ky liy unko wait kio na krna pary wo krty hn lkn bar bar trade nhi krty lkn new trader lalch krty hn or apna loss krwa lety hn -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
G ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading main agar hum kamiab trades karna cahte hain tou us k liay ap ko cahiay k ap apna daily aik target rakhain aur usi l mutabik trade karai aur narket se aik.munasib profit hasil.kar k market ko leave kar dain jo log apne target se hat kar trading karte hain ya zada ki lalach main rehte hain wo us mai kabhi kamiab nai ho pate ayr na hi kabhi acha profit earn kar pate hain is liay apna daily targer set karaim aur us k mutabik hi trase karain take acha profit bhi hasil ho sake aur account bhi save rahe -
#4 Collapse
dear lalch ky bary mai kaha jata hy ky lalch buri bala hy tu yi aisy hi nahi kaha jata hy balky waqi yi ik bahut hi bari buri bala hy ager yi ap ky ander hy tu yi sirf forex mai hi nahi balky ap ko her kam mai loss ho kerway gi forex asal mai riski kam hy is liya is mai ehtiyat bahut hi zarori hy ager ap ny is mai ehtiyat nahi ki or lalach ki tu ap ko loss hi ho ga.
- Mentions 0
-
سا1 like
-
#5 Collapse
Yes bahi ap ke bat bilkul theak a humy apni trading ko manage karny k sath sath apny profit aur loss ko b manage karna chiey zaida Ke lalch ni karni chiey jha pr last support ya resistance a try karni chiey k Apny profit ke Wha pr TP lga dy agr strong news hain to phir Ap next pr rakh ly do more with trading theak ni jha pr munsib profit mily ly kr side pr o jay q k Markeet ka Kuch pata ni hota k kb trend change o jay
- Mentions 0
-
سا1 like
-
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Dear ap ki bat thek ha Kay Pak forex ma jab bi hum trading karay to hum KO market KO dak Kar trading Karni cahiya ya nahi Karna cahiya Kay yar is trad ma mujay fida ha or ma trading lagao mager ap lalac Kar latay ha or apna loss karwa latay ha hum KO asa nahi Karna cahiya -
#7 Collapse
hanje aisa he hota hay k jub hamara knowledge hamain earning daita hay aur hamain us pay sabar nai ata hay to ham lalach main parr jatay hain aur yeh lalach hamain is kadar tang karta hay k ham apnay experience aur knowledge ko peechay kar daitay hain aur lalach ko agay kar daitay hain aur aik din aisa ata hay k hamain account washed ka samna karna par jata hay jis say hamain bilkul bachna chaye. -
#8 Collapse
-
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
bhai apne bilkul thk kha lalach bhtbhi buri chez hai jb hmri aik trade profit main stop ho jaye to hmen foran next trade ni lagani chahye q k jb hm udi time dosri trade lagate hain to over confident ho jatay hain is trah jo hm trade lagate hain us se aksar loss ho jata hai jo apne profit lia hota hai 1st trade main wo sara loss ho jata hai is liye lalach se bachen lalach buri bala hai -
#10 Collapse
dear ap ne bilkul theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hun kamiyab trader wo he hai jo apna daily ka target seth kre or os ke mutabik trading kren or jub daily ka target achieved ho jaye tu mazeed lalach na kren kyn ke forex ek risky business hai jis mian risk kabhe bhe lyna nahe chahye -
#11 Collapse
Sahi kha ap ny hame chahiye k ham jab b trading kary to daliy ka aik tarket set kar dy to phir ap post kary or lalach na kary to phir he ap achay trader ban sakty he or agr ham lalach karty he to phir hame us lalach ke waja sy loss ho jata he es liye hame lalach nahi karna chahiye balky trading ka daily base py traket set karna chahiye
- Mentions 0
-
سا1 like
-
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
G han dear ap ki bat thek ha is main jo trader lalach sr kam krta hai wo is main khabi be successful nai ban sakta sab se bhari mistake is main hume jab profit hota ha tu humra dil krta hai ise trading ur mazeed profit hasil krein lekin is main esa wohi kr sakta ha jis k paas trading ka knowledge ho mje agr eik doller be profit hota ha main os ko phaly withdraw krta hun joi pta nai hota market ka market humr khabi be dhoka de sakti ha is liye esa na ho hamra profit lose main badal jaye lalach se bachna chaiye hume -
#13 Collapse
Jee bilkul theak baat ke hai ap ny.forex mai ap lalach sy apna nuksan kar sakty hain.infact forex to kya duniya ke har field mai lalach sy insan ka nuksan hota hai.isliay forex ho ya koi bhe kam ho humain kam profit par he sabar kr k us trade ko close kar dena chiay kun k humain nahi pata kis waqt market kesi ho jaye -
#14 Collapse
dost hume is main sabro tahmal se kam krna chaiye forex main jab hume profit hota hai chaye wo kam hi kew na ho hume os ko pha;ly withdarwal kr len\ chaiye phr next trading ki traf jana hai is main hume bhagir lalach k kam krna hota hai hamra profit hamri lalalch ki waja se phr dobra lose main be jana sakta hai zada profit is main hasil krna bohat muskil ha -
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Lalach kisi bhi kam ko zero kar skti hai is ley khod ko aur apny friends ko is se baz any ki koshsh karni chaye aur kbi bhi profit any per apay se bahar bilkul bhi nai ana chaye aur aik smooth tareqay se apna kam jari rakhna chaye
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 12:56 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим