Stop loss ke ahmiath

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ke ahmiath
    Dear fellow's forex trading may stop loss ko buhut ahmiath hasil hay kionka hamary buhut say new members to is cheez ka knowledge nahe hay ke trade laganay Kay saath agar aap apna trade loss may ziada Jane par stop nahee karthay tho aap ka bonus mukamal khatam honay ka khatra hotha is cheez say bachnay k liay demo account par stop loss par apna experience gain karna chaheiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear stop loss ki boaht zyda imporatnce hai . jaisa k name se zahir hai k ham is se apny loss ko kam kar sakty hai or asan lafzo main ham apny loss ko fix kar sakty hai. q dear ham janty hai k forex iak risky nature ki business hia or yahan per ham ko loss ka chance boaht zyda hoty hai is lai ham ko her order lgany se pahly us ka lai stop loss and take profit ki fix kar laina chahian . is purpose k lai main to support and resistance ki help laita ho jiss se mujy yah set karny main asani ho jaty hai. q k is k baghir trade karna dear falto or bohat zyda risky hai.
    • #3 Collapse

      Forex trading mein stop loss aur take profit do aisy tool hain jinka istemaal bahot zroori aur faidamand samjha jata hy keun k in dono ka istemaal trader ko loss sy bachata hy aur woh aisy k TP lagany sy trader over trading sy bach jata hy aur SL lagany sy loss within limits hota hy
      • #4 Collapse

        Pak forex me take profit or stop loss ki bhot ahmiyt hai agr ham stop loss nhe lgaty to hamra account wash hony ka khatra hota hai baz oqat jo trade ham with out stop loss lagaty han us ka margan kam hota hai or wo trade bhot zeyada loss me chali jati hai js sy account wash hony ka dar hota hai
        • #5 Collapse

          g haan bhai jaan stop loss ka fyda ye hai k kee stop loss ham aus wakat lagate hain jab ham ko loss end kapata ho gaa as forex stop loss zarory hai
          • #6 Collapse

            ahmiat bohat zyada ha stop loss ki stop loss trading ka sub sy important hisssa he forex trading main baaz auqat unperdictable moves hoti hain baaz auqaat koi incident o jata he jis sy bri move ho jati he tu us time ager apa ka stop loss nhi lga hoga to aap ka account wash b ho skta ha
            • #7 Collapse

              stop loss lagana boht ziada zaroori hay agar ap stop loss lagana bhool gaye ho to ap ka account wash bhi ho skta hay iis liye ehtiatan stop loss laga laina chahiey. is ko lazmi dimagh main rakhna chahiye.
              • #8 Collapse

                forex mai stop loss ko bohat ahmeyta hasial hain hamy is ko use akrty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy yai aik international or big business haiin yai kabe be band nahi ho sakta hum isy apna life time career be bana sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan ap ne achi bat poochi he dekho yar agar socha jaye to is ke bahut se ihmyat hen aor faide bhi ham jam loss stop lgate hen hen to ham ziyada loss bach jate henis trahn ham apne accont balinc ko save karte hen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X