Pur atamad trading se kuch different hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pur atamad trading se kuch different hota hai
    Trading main jb tak ap khod per ahtamad nai karen gy apki ki trading main Jan nai aye gi kbi bhi upset mind aur stress main trading na karen koun ke yeh acha sabit nai hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aapki baat darust hai jab ham confedenc se trading krte hain tab ham kafi had tak kamyab ho pate hain iski barri waja ye hai k ham uss waqt hamare emotions kam hote hain tab hamen kamyabi k kafi chances hote hain so hamen always confedenc k sath kaam krna chahiye
    Jab hamen khud pe apni skills pe trust hoga then ham bahot hi achi trading kr paen ge
    • #3 Collapse

      Trading ki bunyad self confidence hy. Is pr hm apny trade ko kamyab b bna skty hn aur agr confidence ni hy tu phrr loss me b ja skty hn. Is lye apni trade ko confidence sy kren. Confidence tbb ay ga jb trade ka knowledge aur experience ho ga. Ye confidence ki bunyad hn. Aitmaad paida krny k lye trade ko learn kren aur maximum profitable trade kren.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        Forex trading market mn success hasil krny k liay zaruri hai k ap trading k waqt fresh aor cool mind hon ap k zahen py kisi kisam ka trading stress na ho nahe ap kisi kisam ki tension mn hon tu tab he ap ki trading trendbk mutabiq aor trade profit able sabit ho sukti hai as liay apny ap py khud ahtamdi bahut zaruri haitrading ko profit able banany k liay
        • #5 Collapse

          G bilkul apki bat tkh hy jb tk hm itmad or trust ky sat trading nhi krty to hm nkam hoty hn kkio ky market ko analys krny sy hmy itmad ata hy ya phr demo pr prcts kr ky hmy apni stragty pr trust rkhna chahy or yqen sy khna chahy ky ye market yhan sy yhan ay gi tb hm kmyab hngy nhi to dr sy hm trade close kr dty hn
          • #6 Collapse

            Aala apki baat se me agree karta ho ku ager ham puraitmad ho kar trade kary ge to ham zror kamyaab ho ge aur aap pur aitmad tabhi ho ge jab aap ko pore tarha se jankari ho ge ke market me agay kia hony wala hai
            • #7 Collapse

              Ya bhotbri ba hy k ham sab sy phmy kgod pr yaken takhu k ham ya kam kr sgty hy kio k agr ham sahi trha sy kam nai krty hy myra mtlb hy k ham jab tak apni trade ko sahi trha sy nai smjhty hy jab tak ham ko yaken nai hota hy tab tak ham ko trade nai krni chiya jab ham ko khod pr yaken ho jaye to phr sakon k sath ham ko trading krni chiya
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shurli143 پيغام ديکھيے
                Trading main jb tak ap khod per ahtamad nai karen gy apki ki trading main Jan nai aye gi kbi bhi upset mind aur stress main trading na karen koun ke yeh acha sabit nai hota
                Achieved setting karne ke liye Khud par confidence Rakha trading karna bahut jyada Jaroori hota hai agar Hamara confidence Khud Pe nahi hoga to hum acchi trading nahi kar Sakenge aur Hamare trading Mein liye Huye decisions be correct nahi honge
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: shurli143 پيغام ديکھيے
                  Trading main jb tak ap khod per ahtamad nai karen gy apki ki trading main Jan nai aye gi kbi bhi upset mind aur stress main trading na karen koun ke yeh acha sabit nai hota
                  achi trading karne ke liye Khud par confidence rakha karo trading karna bahut jyada Jaroori hota hai agar Hamara confidence Khud Pe nahi hoga to hum acchi trading nahi kar Sakenge aur Hamare trading Mele Huye decisions be cracked nahi honge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    forex trading mein hum achi trading tab hi kar saktay han jab hum ko confidence ho ga aur confidence ko hasil karne k liye forex trading business mein mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hy aur confidence learning knewledge aur experience se hasil hota hy aur learning knewledge aur experience mehnat se hi hasil hota hy forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil kar k hi confidence se trading kar saktay han
                    • #11 Collapse

                      Trading ehtamd se ho tu us ka faida hota hai koun ke trading main kabhi kabar koi pershani a jati hai jis se bilkul bhi nai gabrana chaye bal ke usay kisi expert se rabta kar usay clear kar lena chaye tah ke trading main darr katm ho jay
                      • #12 Collapse

                        Khud ahtmadi matld khud me yaqen agr hamen khud pe he yaqen nhe hoga to ham apny kye hoy kam pe kesy yaqen karen gy lehaza hamen pahly khud pe me khud ahtamdi peda karni hogi kar koi kam kar paen gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Pur atamad trading se kuch different hota hai

                          forex mai hamy apny ap py atmad kar ky trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy forex bohat bara business hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain forex mai hamt kabe be bager learning ky tukka bae sy kam nahi karna chahey
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pur atamad trading se kuch different hota hai

                            Forex market ak online earning business hai. Es business ko samjna atna asan nahi hai. Es business ko samjhna hai gtou hum ko forex business kilearning krna hai. jis key bad hum es business mai nasani sey trade kr sakty hai. Forex mai trade planning ban kr krna chahey.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X