Learning is must for trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning is must for trading
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko agr ak acha trader bnna hai aur ham ko profit kamana hai tu ham ko learning krni ho gi hamain sewkhna ho ga ka trading kaisa krta han aur forex ka bara main bahut sara knowledge aur experience gain krna ho ga aur us ka bad ham ko practice ke zrorat hoti hai jo hamain trading main bahut help krti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap jiss kaam mein bhi jayain tou uss kay baray mein learn tou karna hi larta hai aur forex koi aasaan business ya kaam nahin hai iss mein learning bhaut mushkil zaroor hai lakin learn karna bhi bahut zaroori hai iss kay beghair forex mein survive karna bahut mushkil hai aur iss kay lye aap komkhud sae bahut zayada mehnat karni parti hai internet sae maaloomaat hasil karain books dehain kisi dost sae discussion karain expert sae opinions lain comment lain forex ki sites ko visit karain mehnat karain gay tou hi kuch hasil ho ga
    • #3 Collapse

      G Bhi Ap ke bat se itfaq karta hoo learning k begair trading m kbi b successful ni o skty ,ap Koi b dunia ka kam karty hain Jb tk Ap ne us ko proper seekha ni o ga to Ap ko us m mushkalat he hay ge ,me ne log dekhy hain Jo without leaning k trading m ha to jaty hain lekan boht jald trading ko chor jaty hain us ke main reason yahi hoti a k uno ne begair seekhy trading m hisa lia
      • #4 Collapse

        Sahee kaha aap ne learning Kay baghair aap kisi be busniss may kamyaab nahe ho sakhtay our fordf trading may tho buhut ziada experience ke zaroorat hothi hay jithna ziada ek member forex Kay baaray may knowledge karle utna zayada faida hasil Kar saktay hay
        • #5 Collapse

          G dears forex member ap ny bilkul thik kaha trading karni hai to learning to lazmi hai ager learning ni kry gy to loss ho ga learning sy experience hasil hota hai orrr experience kam ata hai jis sy hm ko ptofit hasil hota hai is leye first learning kryyy
          • #6 Collapse

            Dear trading karny k liy trading ko seekhna must hai ku ky koi b kam ho chay chota ho ya bra us ko seekhy bgair nhi kia ja sakta esi tra trading b tab ke ja sakti hai jab tak trading ko achy sy learn na kia ja saky
            es liy without learnig trading boht mushkil hai
            • #7 Collapse

              walikum salam bhai ap ne blkul sahi kaha he kisi bhi business me successful hone ke liea hme us business ki puri knowledge honi chaiea usi thra agr hm forex forum pr success hasil krna chate hn or ek successful trader banna chate hn to hmare liea forex ke bare me puri knowledge hasil krni lazmi he
              • #8 Collapse

                dear traders dunya ka koi bhe kam learning ke baghair nhe kia ja sakta ager learning ke sath krain gy tu profit kamain gy aur ager learning ke baghair krain gy tu loss othain gy .forex trading ager learning ke sath ki jy tu ap itna profit kma sakty hain khe ap soch bhe nhe sakty.
                • #9 Collapse

                  Koi bhi kam start karny sy pahly hamen us ko sekhna chahye tak us k bary me kuch na kuch knowledge ho jay agr hamen forex k bary me pta he nhe hoga or ham is ko star kar den to yaqen bat sy ham is me kamyab nhe ho sakty
                  • #10 Collapse

                    bhai apne bilkul sai kha pak forex forum plat forum hai hi is liye k apna knowledge aik dosre se share krn ta k har ibsan dail kch na kch learn kray or achi trade lga sakay jis se usay profit ho or experience gain karay tbi acha trader ban sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Kisi bhi kaam ko kamyabi sae karnay kay lye uss kay baray mein learn karna bahut zaroori hai aur iss kaam mein bhi aap ko forex kay baray mein bahut zayada learning ki zaroorat hai aap iss mein jitna zayada learn karain gay aap ko forex ki utni zayada samajh aye gi aur ussi hisab sae iss mein aap ki earning mein bhi izafa ho jaye ga
                      • #12 Collapse

                        jo log forex mai bager learning ky kam karty hain unhy siraf loss hota hain is liye hamy ache leaning hasial karny ky liye demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyabe hasial kar lety hain
                        • #13 Collapse

                          learning k ilwa ap ko forex main kbhi earning ni hoti ku k jhn tak mara khya learning is very necassry for earning in any business ku k jb tak ap learning ni krta tu na tu ap ka exprianc bart ha aor na hi hi ap ka kniwldg main izafa ni hota jis k bgir ap kbhi bi forex pa work kr k sucsful trad ni bn skty.
                          • #14 Collapse

                            dear ap forex main jb tak learn ni krty tu ap is main kamyab ni ho skty ap ko forex pa kamyab hony k liya learn krna parta ha jo ap apna demo acount bna k krty ho us sa ap ko bht kuch learn hota ha jo par real trade main ap k kam ata ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading k liye learning boht zarori hai kionkeh learning k begair aap trading nahi kr sakty,learning k liye demo account pe practice krni chahiye,experience hasil kr k phir real trading krni chahiye tah k aap achi earning kr sakein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X