Loss ko profit samjhna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko profit samjhna chahiye
    Dear jaisa k hamen profit hota hay to usi taraha loss py hi hamen kuch na kuch learning k liye mil jata hay aor hamen loss ki waja sy confuse nai hona chahiye hamen loss jis waja sy hona chahiye usy note kar k us sy learning karni chahiye hamesha wohi log kamyab hoty hain jo apni hi ghaltion ki waja sy learn karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear forex member apki bat belkul thk hay hum jab apni trade main loss main jaty hain to hum oski waja talash karni chay keh hum nay os trade main keya galti ki thi jes ki waja say hum ko loss ka samna karna para hy or dobara esi galti say bachna chay tab apki mistake he apko learn karwa sakti hay jab apko apni loss say dond kar dobara na karin gay
    All The Best Dear Friends
    • #3 Collapse

      loss ki wajha se confuse nahi hona chaiye ye big problem hay loss honay pe confusion foran hojati hay kay essko foran kasy cover keya jay
      loss ko bhi aap profit samjho kyun kay loss aap ko ye moka deta hay kay aap ess se sekho loss ki wjuhat kya thi takay
      aap ussko apni best trading se uss fault ko remove karo gay then loss ki ehmiyat ko samjhain ussi se aap ney profit ki taraf jana hota hay..
      • #4 Collapse

        G ao ki bat right hay k kisi bhi kam.main humain jaha profit hota hay waha humain loss bhi hota hay aur humare liay yehi behrat hota hay k hum apni galtion se sikhain aur us k bad apni galtion ko dor karne ki kosish karain take next hum.loss se bach sakain aur apni kamiaon ko dor kar sakain kiu k jab hum apni hi galtion se sikhte hain tou tab hi hum aik kamiab insan ban pate hain
        • #5 Collapse

          Apne bilkul sahi kaha hai bhai hum logo ko apni ghaltiyo say kafi kuch sikhnay ko milta hai ap apne work mai check and balance rakho ur dakho kahn loss hai kahan profit us hi hisab say ap trading karo taky ziada noksan na hu agar hu tu us ghalti ko dobara nahi azmao.
          • #6 Collapse

            Dear jab hum ais market mai kaam start karty hai to ais mai ye hai k hum jab ais mai koi bhi trade lagye to aus k sath stop loss aor take profit laga lena chaye aus mai ye hai k humri trade agar profit mai jaye to hum ko stop loss entry point par rakh dena chaye aor agar loss mai jaye to tension ni leni chaye kun k ais mai ye hai k agar humri trade loss mai jaye gi to auto par close ho jaye gi.
            • #7 Collapse

              jee hain dear aap ki bat the hai loss to hum ko hota hai but os sy bhi hum ko experience mil Jata hai is luy loss sy hum ko darna nahi chaye larning krni chaye loss agir ak bar to ho jay to koi bat nahi but agir bar bar loss Ho to hum ko larning ki zrorat hogi
              • #8 Collapse

                bilkul sahe khaa hai bhai apne jo tradee mein hmain loss hota hai ussko hum apn aprofit bhe assume kr sktai hain Q insan hamesha apnee ghltion se h e seekhta haii hmain chahiyai k trade krtai waqt joo bhee ghaltiaan krain unse mayoss honai k bajai unsse sekhain aur agle mtrade mein us ghlti see bchain profit earn kraain
                • #9 Collapse

                  bhai bilkul thk kaha apne trade main loss hone se hmen mayos ni hona chahye bal k analysis krne chahye pta chale kahan mistake hoi jo trade loss main gai or loss hmesha kch na kch apko sekhati hai or apki gir k uthna sikhati hai is liye loss k bd bi positive rhen.
                   
                  • #10 Collapse

                    bilkul sahi kaha bhai apne loss bi part of life hai jo apko bht kch sekhta jis se apko apni galti ka pta chalta hai or next time loss se bachne ka apko btata hai or apke knowledge main izafa krta hai jis se apko faida hota.loss k bd mayos ni hon sekhna chahye loss se or khd p atmad rakhen.thanks
                     
                    • #11 Collapse

                      Dear loss ko profit tuo nh smhjna chahye magr ek baat ha k loss is good lesson for us baki loss ko agr profit sumjhty ha tuo phr profit loss main jaega us li by loss we have to know how to cover loss
                      • #12 Collapse

                        Mery kyal me loss or profit to har kam me hota he jis trha hame profit hota he or esi traha hame loss b hota he es liye hame loss k waja sy apset nahi hona chahiye balky hame us galti ko dakna chahiye or next time es galti ko dur kary to he ham es me successful ho sakty he
                        • #13 Collapse

                          Dear friends wesay to har business main loss ho sakta but forex main ji loss hota hay es say ham ainda k leay apni trading ko secure bi bana saktay hain....aisa tab hoga jab loss ki reason ki trace karain gay aur usay remove karnay k bad hi next trade open karain gay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko profit samjhna chahiye

                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey hamy apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex kabe be band na hony wala international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko profit samjhna chahiye

                              yes sir ham ko aesa bilku;l hi nahi samjhna chahiy hai kee ham ko loss ko as main profit samjhna nahi chahiy hai q k agar ham ko loss ho gaa tuhmare hath main kuich bhi nahi aye gaa as liy ham ko profit ko profit hi samjhna chahiy hai loss nahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X