kya koi online trading couse hai seekhny k liay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya koi online trading couse hai seekhny k liay?
    As salam alikum,mai yeh jaan'na chahti hoon kay kya Pakistan mai koi online course karwaty hain jis mai kay trading sy related sikhaya jata ho?kun kay bohat sy logon ko online trading sy related zyada maloomat nahi hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ye ek bohat he acha sawal hai.main ny abhi tak online kisi course kay baray main nahi suna lekin mery khayal mai asa koi course lazmi hona chiay kun kay ye bohat he useful hoga,jis ke waja sy bohat kuch seekha ja saky ga.shyed bary cities mai koi institutes asy course karwa rahy hoon
    • #3 Collapse

      yes dear ap nay abhi new forex ko join kia hay ap jaisay jaisay markeet main entr hotay jayengay apko pata chalta jayega k hamari is dunya main kis kadar log trader hain aur kis kis sight pay kitnay courses hain dear agar ap google pay search karna chayen tab bhi apko forex ki books aur guidence mil sakti hay ap kisi teacher say bhi learn kar sakttay hain agar ap maira msahwara manain to apko kisi achay teacher ko pay kar k jo learning milay gi wo apko aur kahin say bhi nai milay g.
      • #4 Collapse

        Pakistan forex forum per jo post ki jati hain ager unko tefseel se perha jaey aor ager unky related koi query ho to ap thread create kia kerain yahan forum per bhi bahut kuch seekhny ko mil jata hey. Trading main jo cheez seb se ziada kam ati hey woh hey skill ap demo account per practice kia kerain aor apni skill ko improve kearin.
        • #5 Collapse

          pakistan main bohut sary log forex trading sekha rahy hain aur kuch tu itni ziada fee mangty hain banda sun k heran ho jata hai main jab new aya tha forex main main nay bhe 20 hzar fee day kar sekha tha mager us nay mujhy sahi guide he nahikia jis ki waaja say mujhy lgatar los hota raha hai is leay app kisi achy bandy say sekhain na k fraudeay lgon say aj kal har bnda sekha rha hai mager wo sab ziada tar fake he hoty hain,.
          • #6 Collapse

            Ap ko ziyada ter malomat to pakistan forex forum per posts ki shakal mei mill jain gi. Yahan se ap bahut kuch seekh sakti hain.
            Baqi ap YouTube per search kerein wahan kafi sary lacture hain. Wahan per aik channal hai market Gurukul us k kafi achy lacture hain.
            • #7 Collapse

              Ji dear online aap ko different sites mil jaati hain jaha pe online bethe trading ki learning hasil kar sakti ho ya to aap forum se bhi learning hasil kar sakti hain kyun ke yahan pe almost everyday trading se related posting ki jaati hain to agr aap yahan pe kuch bhi trading se related search karogi to wo aap ko easily yahan se miljayega.
              • #8 Collapse

                Forex k page pa jo log post ya thread share krty ha un sa kafi sara knowledge mil jata ha jaha pa kisi chez ki samj na aye to rhread ki sorat ma pocha kary us k ilava google pa bi kafi sara mawad available ha and you tube pa bi kafi zyada vedios mawjood ha jis sa ap mustafeed ho skti ha
                • #9 Collapse

                  jee haan bhai jaan ap nee shy kaha hai k kya koi onlin tarding course kar sakta hai k nahi main tu as main bhai jaan new ho as liy main tu as k bara main nahi janta ho
                   
                  • #10 Collapse

                    g haan bhai jaan ap ne shi kaha hai tarding main koi onlin tarding course hai bhai jaan main tu as main abhi new ho as k bare main nahi bata sakta ho
                       
                    • #11 Collapse

                      Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main agr hamara pas knowledge aur experience hai tu ham kafi profit earn kr sakta han laikin us ka lya hamain phala forex ko seekhna prta hai forex ko seekhna ka lya bahut sara tareeka han ap kise bhe expert sa seekh sakta han aur forum sa bhe seekh sakta han
                      • #12 Collapse

                        Bhai bhat si malomat to ap pak forex fourm sy sakh laty hain bht si post ki shakl ma mil jati hain or baki to ap ya posting sy bhi sakh sakty nii to uetube sy ap forex ki bhat si malmoat hais kar sakty hain ap ko foreex ky bary ma bht si malmoat mily ge
                        • #13 Collapse

                          g haan bhi jaan onlin sekhne k liy couse tu bohat hi hai q k aun par bhi log kam karte hain jise k hum lug forex par kam karhe hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Mery bhai Pakistan mein online course seekhny k liye koi nahi hai lekin yeh government shyd ab is pe tawajah de rahi hai jald hi aap logon ko khushkhabri milegi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bht sy log forex trading course krwaty hn agr ap online sikhna chahy wo b best h mukhtlif webcites hn jo sikhati hn youtube pr bht achy chnels hn jo sikhaty hn jesy ap sikhny chahty sikh ln

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X