Thanks per bonus

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thanks per bonus
    Bhai kia kisi ko pta hy k post k nechy to thanks ka option hy us kia maksad hy kia ksi ki post per thanks kerny se usy ya thanks kerny waly ko koi bonus milta hy ya yeh optio bus thanks he hy or kuch ni kia is se ksi aik koi faida ya nuksan hota hy k ni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Brothar agar ham achi post pe thanks krte hain to uss post ki value barh jati hai aur jo log postes kr khe hote hain unhen bhi iska acha bonus milta hai aur jo log in postes ko read krte hain unhen bhi iska acha bonus mill jata hai
    Isliye ham achi quality ki postes ko thanks zarur dena chahiye ta k un logon ki hosla afzai ho lekin hamen kabhi bhi be kaar kisam ki postes ko thanks nhi dene chahiye q k jab ham bekaar postes ko thanks krte hain to hamara bonus kam ho jata hai
    • #3 Collapse

      nahe dost easi baat nahe hai ye zarori nahe hai k sirf app ko ager thanks milain gay to pher he app ko acha bonus milay ga ap ager achay thread lgain gay our achy post our kafi lengthy post karein gay our easy post hoon gay jo other forum members k leay useful hoon gay to wo khud ap k thread our post ko like keran gay to app ko acha bonus milay ga
      • #4 Collapse

        dear post bhi achi ho or os pr thinks bhi zuada hon to he os ka acha bonus milta ha only thinks ka bonus nahi milta agir aap ki achi post hon ot thin kam bhi hon tb bhi thek bonus mil jata hai only useless post krty hain or on pr thinks zuada bhi mil jaty hian to bhi bonus zuada nahi mily ga
        Removed by Moderator
        • #5 Collapse

          Bhai jahan tk post pr thanks deny k bonus ki bat kren to iska limited bonus milta he, magr iska mtlb ye nai he k hr post pe thanks dety jao, balky agar achhi aor meyari post ko like kro gy to bonus zeyad milny k chances banen gy, bonus k ilawa achhji ppost se wesy bhi knowledge me izafa hota he.
          • #6 Collapse

            Janab thanks ka option is liye diya jata hai agr ap ki post pe koi thanks deta hai to uska aapko faida hota hai means jitne ziada thanks aap ki posts ko milte hain utna ziada bonus increase hota hai us post ka and aap bhi dusro ko thanks de sakte hain lekin sirf us post pe hi jo aap ko information wise quality wise achi lagti ho to and iska koi bhi nuksaan nahi hota hum logo ko.
            • #7 Collapse

              Brother aik baat ap ko clear ker doon k forum main acha bonus usi member ko milta hai jo k us main hard work kerta hai our us main ap ki post our thread jitnay zeada hoon gay jitnay achay hoon gay app ko itna acha bonus milay ga ager app us main mehnat nahe krean gay our ye souch k bethy rahean gay k app ko koi thanks nahe day rha hai to pher app ko bonus milay ga to easi baat nahe hai ap ko mehnat pay bonus acha milta hai
              • #8 Collapse

                Dear fellow forex trading may aap ki baath sahee hay k thanks say bonus par asar padhta hay lekin os Kay liay post ka mayaari hona buhut zarori hay kionka agar aap Kay post trading k related ho our os may knowledge ko increase karnay wali guftago ho tho os par bonus acha hotha hay
                • #9 Collapse

                  Re: Thanks per bonus

                  forex mai jo hamare posts py thanks hoty hain hamy is ka eextra bonus milta hain or hum isy with draw karwa sakty hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Thanks per bonus

                    forex mai hamare posts py jo thanks hoty hain hamy un ka extra bonus milta hain hum isy with draw karwa ky apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be be kam kar sakty hain hum isy apne life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Thanks per bonus

                      yse dear friends ham ko thanks par hi bonus milta hai likn ham jab a smin posts klare gee tu hi ham ko a smain thanks mile gee agar ham a smain posts nahi kare ge tu ham ko tu main thanks kis che par mile ge ham ko thanks bhi tu nahi mile gee na as liy ham koas main mihnat kar kee a smin posts karny chahiy hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Thanks per bonus

                        g han bhai jaan hame as main bonus thanks ka bhi milta hai aor posts ka bhi as liy hame ache se kam karna chahiy hai aor as main hame acha bonus hasil karna chahiy hai aor ham wo as traha se hasil kar sakte hain ham ko as main rules ko follow karna ho ga aor as main ham kam ko dhian se karna ho gaa aor ham ko as main acha ban kar bhi kam mkarna ho gaa tu hi ham ko as main acha bous hasil ho sakta hai aor ham ko chahiy hai kee ham as main har kam main sabr kare aor har kam main mihnat kare tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor ham agar as main aik acha bonus hasil karna chahte hain tu ham ko as main bohat hi zyada as main mihnat karna ho gaa tu hi ham ko as main aik acha bonus hasil ho sake gaa

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X