Over Confident hony ki wajoohat kia hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over Confident hony ki wajoohat kia hain?
    Mera aap se swal hai k kuch log bohat over confident hoty hain jiss ki waja se inko loss bhi ho jata hai. Kia aap bata sakty hain k aik trader k over confident hony ki kia wajoohat hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear is bat main ko shak nahe k over confidence hamray lai boaht naqsan dah hai. or agr main yah b kaho to worng na ho ga k overconfence is same like blind trading . q k jab ham over confidence hoty hai to ham with out proper investigation order place kar daity hai or finally ham ko loss ho jata hai. or jahan tak over confdence ki bat hai to zyda order ka theak hona or hamary susty hamain over confidence ka shakar kar daity hai. or ham market situation ko theak tareeky se judge nahe karty and order laga daity hai.
    • #3 Collapse

      Dear friends over confident insan ko gera daita hai hai insan ko sirf confident hona chye over ni confident hony ky leye bhii experience hona xarori hai is ky bins par ap confident bhii ni ho sakty hai mere guzarish hai ky phly experience orr knowledge gain karna chye os ky bad he next step par jana chye
       
      • #4 Collapse

        Dear mery khyal se to ye emotions ki hi aik Type hai yani had se ziada aitmad purjoosh ho jana etc. Ya phir is ki wajah ye hai k log reality se nazren chura k bs apne analysis ko hi sab kuch smjh bathty hain k hmara analysis jesa hai marke tb wesi hi jaey gi. Ye bilkul theek nai hai hmen Market ki sudden movement ko b zehan me rakhna chahye or had se ziada confidence ko avoid krna chahye.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
          Mera aap se swal hai k kuch log bohat over confident hoty hain jiss ki waja se inko loss bhi ho jata hai. Kia aap bata sakty hain k aik trader k over confident hony ki kia wajoohat hain?
          traders overconfident the mote high jump unko do teen Baar achha profit Ho Jaye Lekin hoon hoon main Jyada Nahi Nachna Te Ho tab Woh overconfident ho Jate Hain Aur Woh Phir trading karte huye mistakes Karte Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            G ap ny tk khaha ha ky Jo log overconfidence sy trade krty ha ha ya lagany ha wo kbi be achy trader ni hoti Na he wo achy sy km kr paty ha wo ya sochty ha ky wo her km kr sakty ha to wo tread be laga sakty ha pr on ky asa krny sy wo apny he business my loss kr ky ha is leay ma chati ho ky sb asa sakty blaky market ky motabik he trend lagi over confidence sy Na lagaya blky soch smj kr kray
            • #7 Collapse

              Traders nai over confidence kafi sari reason ke waja say ho sakta hai . Lakin over confidence ke sab say Bari reason yah hsi ke traders ko ager itefaq say trading Mai thori bohot kamyabi mil jiye tu woh apny app ko bohot expert trader samjh laite hain aur over confidence ka shikar ho jatay hain .
              • #8 Collapse

                Brother forex trading main jeb bhi koi trade lagai jati hey to us se pehly technical and fundamental analysus kua jata hey air yahi trade lagany ka aik procedure hey. Mager phir bhi koi na koj trade loss main chali jati hey. Dekhain jeb koi trader over confidence ka shikar ho hata hey to woh analysis kerna chor ker aony emotion key tabeh trade lagana shuru ker deta hey jiski wajhan se woh loss main jata hey.
                • #9 Collapse

                  Forex main overconfident hamain hamesha loss ki taraf la ka jata so hamain kbi forex main overconfident nahi hona chahye.
                  Forex trading ek world wide business hai jo log be ye business kr rahay or acha profit kama rahay hain wo kabi over conference nahi hotay hamesha relax ho ka or confidence se trde lagaty hain.
                  • #10 Collapse

                    G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum kabi b overconfidence use na kary agr hum overconfidence use kary gay toh humy loss ka hi samna karna pary ga
                    • #11 Collapse

                      Dears bilkul ap ny thik kaha hai overconfident ni hona chye balky confident hona chye over confident insan ko ghlti mai mobtala krta hai es leye confident hona chye over confident sy loss ho ga jis ka nuqsan khud ko ho ga kese or ko ni is leye soch samjh kar decisions ly shukria
                       
                      • #12 Collapse

                        over confident ki sub se bari jo wajohat hain wo yah hoti hain k auk tradors ko apni still trading se profit mil raha hai or wo yah smjhta hai k ab main jub bhi trading karunga tu mujhy profit he mily ga es k ilwa un tradors ko bhi confednt hota hai k hmain bari lot ks ath trading karny se hmain profit bhi zeyda he hoga jaub k yah donu factors he riksy hain or hmaisha es main postive result nahi milta hai
                        • #13 Collapse

                          Hamen pak forum se milne wale bonus se bahot hi acha profit mill jata hai , hamen chahiye k ham apna saray ka sara profit withdraw na karwaen balke hamen chahiye k ham apne half profit ko aik aur instaforex k real account men transfer kr den ta k ham bonis account se aik real account bna paen
                          Iss tarah se hamen khud se deposit bhi nhi krna parre ga aur ham apna real account bhi bna len ge
                          • #14 Collapse

                            Friend ap ny theak kha he k hame trading k waqt hame over confidence nahi hona chahiye or relex ho kar trading kary or pury confidence sy kary but over confidence ho kar na kary kun k agr ham over confidence sy trading karty he to phir hame naqsan he hota he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                              Mera aap se swal hai k kuch log bohat over confident hoty hain jiss ki waja se inko loss bhi ho jata hai. Kia aap bata sakty hain k aik trader k over confident hony ki kia wajoohat hain?
                              bhai forex me over confident hony ki sab se bari waja ye hai k jab humari ak ya do trade profit me close ho jayen toh humain ye lgta hai k shyed ub hum market me expert ban gaye hain or ab humain kabi loss nai hoga so yahi bahut bari reason hai k hum me se aksar ka account hi wash ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X