forex bohat zuada profit wala business ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex bohat zuada profit wala business ha
    dear friends yah to hum sub janty hian k forex bohat he zuada profit wala business hai but yah bhi sach hai profit bhi on ko hr milta hai jin k pass forex ka acha knowledge hota hai or jo investment bhi achi kr skty hian loss jo loss bhi bhi aford kr skty hon in man only one time investment nhai hoti backup k luy bhi hmary pass money hona zrori ha
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab ap ki bat theek he k forex is very profitable business , is me profit to he magr shart he hard working. Aor ye mehnat musalsal he, prfit us trader k liy he jo sabr k sath trading krta he aor loss ho jay to bhi himmat nai harta
    • #3 Collapse

      dear ap ki bat sai b hai aur galat b hai agar forex sirf profitable hota to ye haram hota aur har koi sirf o sirf forex buisness karta forex buiesness aik mushkil buisness hai ktna b tajarba aajaae lekin phir b kaheen na kaheen wo loss hota hi hota hai is lye forex trading k lye musalsil mehnat ki zarorat hai agar ham mehnat karen gai tab hi kamyab ho paen gai kuch buisness karna jese hojaen gai
      • #4 Collapse

        han g yah bat such hai k forex iak boaht earning karnay wala business hai. per iak bat yah b hai k forex iak business hai or business main jatna profit hota hia utna loss b ho sakta hai is lai dear is bat ko na bholain k forex se ham ko loss b hota hai agr ham forex ko just gambling k toor per lain to . per agr ham forx se fully earning karna chahty hai or regular toor per profit hasil karna chahty hai to ham ko forex ko time and attention dono dainay ki zaroorat hai tab ja kar ham forex se earning kar skty hai warna loss he ho ga .
        • #5 Collapse

          Hanji dears forex aik profit wala busines hai par profit kamany ky leye bhii kuch na kuch ap mai hona chye aisy to profit ni mil jta is ky leye learn ki zarort hai experience ki zarort hai achii soch ki zarort hai pher he profit mil sakta hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832405 پيغام ديکھيے
            dear friends yah to hum sub janty hian k forex bohat he zuada profit wala business hai but yah bhi sach hai profit bhi on ko hr milta hai jin k pass forex ka acha knowledge hota hai or jo investment bhi achi kr skty hian loss jo loss bhi bhi aford kr skty hon in man only one time investment nhai hoti backup k luy bhi hmary pass money hona zrori ha
            Forex trading 1 what is the profit on a business hai lekin traders ko ek baar apne mindware rakhni chahiye ke Forex trading velocity bahut jyada hota hai isliye Unhe Soch Samajh Kar aur achi trading karna chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              bilkul bai tek kaha ha ap na agar kisi achy teacher ki rahnumayi mily our apna knowledge our skill improve kary to forex ak buhut acha bisnuis sabit ho skta hy lakin mehnat shart ha kion k mehnat k baghair faida hasil karna mushkil ha
              • #8 Collapse

                Is main koi sheq nhen keh forex trading aik profitable business hey. Forex trading se munsalik bahut se member daily base per profit kama rhy hain leken kia seb profit kama rhy hain? nhen aisa nhen hey forex trading main wohi kamyab hota hey jo isko seekhta hey aor iski practice kerta hey real trading se phly.
                • #9 Collapse

                  G han bilkul forex jahan boht profitable business hai wahen boht hi riskiest b hai. OR is me waqei wohi successful hoty hain jin k pass good experience or knowledge hota hai or wo patient k sath trading krty hain. Magr phir b khud ko Loss se bachana boht hi mushkil ha q k daily ki market movement different hoti hai is lye daily Update rahna parta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex bohat zuada profit wala business ha

                    forex trading aik boht acha business hay hum is main trade karty hain agr humain is main success hasil karni hay to kafi learning karna ho gi kun kay is main profit youn hi hasil nai hota hay kafi mehnat karna parti hay phir ja kay market main hum kuch gain kar sakty hain low risk main trade ka use karna ho ga k loss km ho
                    • #11 Collapse

                      Re: forex bohat zuada profit wala business ha

                      forex aik online or profit wala business hain hum is mai investment kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex bohat zuada profit wala business ha

                        Iss me koi shak nahi hai ke Pakistan forex aik bohat profit wala business hai jo apko apni investment ke bgair apki dreams ko pore karti hai lekn ager AAP iss me mehnat nahi karo ge to aap kabhi bhi kamyaab trader nahi ban sakty ho iss liye zyada se zyada mehnat kary taky aap kamyaab ho saky
                        • #13 Collapse

                          Re: forex bohat zuada profit wala business ha

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai Pakistan Forex eatable profitable business hai Jaisi aap accha earn kar sakte hain agar agar aap Mehnat nahi karoge aur tuky Wala Khel lagao Ge to aap kabhi bhi Pakistan Forex mein Kamyab nahi ho paoge isliye Jyada Se Jyada mehnat Kare aur Kamyab trader bane
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: forex bohat zuada profit wala business ha

                            forex aik bohat bara or profitable business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex bohat zuada profit wala business ha

                              Janab ap ki bat theek he k forex is very profitable business , is me profit to he magr shart he hard working. Aor ye mehnat musalsal he, prfit us trader k liy he jo sabr k sath trading krta he aor loss ho jay to bhi himmat nai harta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X