Salam everyone mera ye question hai ke hum log apni puri mehnat krke strategy banate hain ke trade humari profit pe close ho hum hard work krke mehnat krke market se touch main reh ke market ki analysis bhi krte hain lekin phir bhi aap ko uski waja se loss hojaye and market aap ke against chali jaaye to aap ko proper analysis kese krni chaaye ya kaha se seekhni chaye ?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим