Candles ko color kr lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candles ko color kr lain
    Dear friends hamain forex trading ka leye jo plat form use krty hain usay MT4 kehtay hain or wo ap first simple mode main daikhain to white black hi milay ga.
    To friends hamain meta trader platform pa jo graph show hota haobwo candlestick ki sorat main show hota hai to hamain un ko apni asani ka leye in aticks ko color kr lena chahyebta ka hamain bear candle or bull candel ko samjnay main asani ho.
    To friends hamain black background or candles ko color dena chahye ta ka samjnay main sani ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Chart me candles ko color karna bahot hi zarori hay es ki waja ye hay key bullish aur bearish trend ka andaza candles ko color karny se lagaya ja sakta hay, bullish candle ko green aur bearish candle ko red color kar lena chaye.
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main hamain candles ko colour kar daina hai aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading kartay hain hamain apnay insta forex bonus account per trading kartay hain.
      Hamain annnaylisis achay karnay chiay.
      Or candles ko colour karnay say hamara annayliss main kafi acha profit hasil ho sakta hai aap ko pata hona chiay kay trading main good quality of post karain.
      Or candles ko colour karain. Is tara hamain kafi acha inco. E ho ga.
      • #4 Collapse

        Haan g dear meta trader 4 pay jo default color hota ha candles ka wo white aur black hota ha lekin har koi apni marzi say aur apni asaani k leay koi aur color bhi slect kr skta ha me nay bull candle ko green aur bear candle ko red slect kea hua ha jis say mujhay pta chalta rehta ha k Marek ka trend kis tarf raha aur kahan move hue ha. So i think candles ko color krna kafi help ful hot ha
        • #5 Collapse

          my dear wo to jab app us ka back ground black say white kerty hain to pher us ka color change ho jata hai our app k pass koi acha template para hai to us ko bhe ap apply ker k candles k color ko easily change ker sgty hain but ye matter app k analysis pay nahe kerta hai but wo color rakhean jo ap ki eyes ko damage na kraey
          • #6 Collapse

            forex mai kam karty howe hamy candles ko colour karna chaye is hamy profit acha milta hain forex aik online business hain agar hum is mai kam karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy or apne zaroroto ko pura kar saky gy
            • #7 Collapse

              g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main sub se zeyda zarori yah hota hai k hum chart ko achi trah se analsy kar k trading karen jis k liye hmain apni sani k liye cahndles ko colour kar den ta k ap ko achi trah se har candle ko chek kar skty hain or sani se market ko analyis kar skty hain
              • #8 Collapse

                g bilkul chonka background black hota ha to best ha candles ko koi na koi color da dia jaye is sa faida ya ho ga k ap ko samgna mn asani ho gi.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: 9007 پيغام ديکھيے
                  Dear friends hamain forex trading ka leye jo plat form use krty hain usay MT4 kehtay hain or wo ap first simple mode main daikhain to white black hi milay ga.
                  To friends hamain meta trader platform pa jo graph show hota haobwo candlestick ki sorat main show hota hai to hamain un ko apni asani ka leye in aticks ko color kr lena chahyebta ka hamain bear candle or bull candel ko samjnay main asani ho.
                  To friends hamain black background or candles ko color dena chahye ta ka samjnay main sani ho.
                  bhai jaan candles ko color krny ya na karny se farq nai prta ye koi bahut zarori ni hai ap ko chahye k color se hat kar ap chart ko read krna sekhen patterns ko read kren samjhy or demo par practice kren phr or apna experience gain karen taky ap forex me kamyab ho saken.
                  • #10 Collapse

                    wasay candle stick ko color karnay say koyi khas farak nahi parta ha.bas trading chart color full acha lagta ha.is say apko apni trading main koyi faraq nahi parta ha.is liya hamain cahiya kay hum is say ziada candle stick ko use kare seekhay jo kay trading karnay main buhat hi aham hoti hai.or in say market kay trend ko samjna asan ho jata ha..
                    • #11 Collapse

                      candle ku green or red colour ker layn tu traders k liye acha ha. kun k ic say marekt ka sahi colour say pata chul jata ha red say market nichay or green say opper ka indicaotr nazar aata ha.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: 9007 پيغام ديکھيے
                        Dear friends hamain forex trading ka leye jo plat form use krty hain usay MT4 kehtay hain or wo ap first simple mode main daikhain to white black hi milay ga.
                        To friends hamain meta trader platform pa jo graph show hota haobwo candlestick ki sorat main show hota hai to hamain un ko apni asani ka leye in aticks ko color kr lena chahyebta ka hamain bear candle or bull candel ko samjnay main asani ho.
                        To friends hamain black background or candles ko color dena chahye ta ka samjnay main sani ho.
                        Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Le Jayenge ke hum candles ko colour karne se Hame candles for acche se intazar ho jayega Aur Hum Jee scandal main kaam kar rahe ho wo Hamare mind Main Bhi Rahegi aur achi trading bhi Hogi
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Candles ko color kr lain

                          forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik world wide business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Candles ko color kr lain

                            Ap ki baat theak hai k hum ko candle stick ko color krna chahey. Kyu k candle stick ko color krney sey ap bearish aur bullish candle ko asani sey follow kr sakty ho. Es ki waja sey ap market ki move ko bhe asani sey samjh sakty ho. Candle to color krna chahey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candles ko color kr lain

                              Dear app sahi keh rahy hain ham meta trade main apni marzi sy candle stick ky colors chang kar sakty hain
                              main to yahi khon ga k app meta trade ko advance mood main use krain our sath main candle stick ky colors ko fill kar lain
                              buy wali candle ko green kar lain our Sell wali candle ko red kar lain jiss sy app ka chart b acha ban jay ga sath main app ko asani sy candle ka pata chal jay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X