Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay
    Dear forex fourm py kafi senior members hay main un sy pochna chahto ho k forex market mein zyada traders loss hi karty hain to is main reason kya hay forex mein q zyada loss hota hay aor profit km... Achy achy traders ka bhe loss ho jata hay in ki kya wajohat hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab han lalach krty hy to ham ko bhot loss dyti hy our jab ham sbr nai krty hy tab bhi ya market ham ko loss dyti hy our jab ham sbr nai krty hy jald bazi nai krty hy to ham ko bhot zeada phr loss ka samna krna parhta hy hamy loss sy bachny k liya in sab bato pr phly countrol krna chiya phr ham ko trading krni chiya
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      G jab kisi bhi trader ka sahi sy anylisi nahi hota hy tu woh loss hi karwata hy ro forex mai ap ka anylisis sb sy best hona chahyay tab hi ap ki tarde aik axhy profit move mai ja saakti hy so is mai ap ko knwoledge or expeience ki bth zarorat hy taky ap ki earning ky chance ban saky.
      • #4 Collapse

        forex markeet hamain lose nai daiti hay ham sab apnay fake knowledge ki wajha say lose kartay hain agar ham forex joining k baad thori c mehnat karaink jo hamain knowledge mila hay kia wo theek bhi hay ya nai aya k is main hamain earning bhi hay ya nai phir agar ham is main apni invest karain aur phir earning karain to is ka maza he kuch aur hay aur phir ham forex ko lose ka zimadaar kabhi bhi na tehrain.
        • #5 Collapse

          Forex trading Mai bohot say reasons hain Jin ke waja say traders forex market Mai loss ka samna karty hain .
          Maire khayal say loss ka sab say bara reason tu baghir analysis k trading karna hai . Iss Kay sath sath loss over trading ke waja say b Hota hai aur greed ke waja say Bary lot size Mai trading b aik main reason hai .
          • #6 Collapse

            Dear friend forex fourm kesi ko be loss nahi deti agar apki tarde loss main jati hay to os los ki waja b ap he hoty hain os ki mukhtalaf wajohat ho sakti hain jeys kah ap apny account ko manage key bagar he trade laga dain ya pher market ko acha tarha sy jamy bager trade karna or majoda waqat ki market kay knowledge say na wakaf hona ya phir zeyda profit ky lalach main jaldzi main trade karna es sab ki waja say ham ko zeyda loss othana parta hy
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              bhai jan mary khyal my agr hum forex market my lalach my aa kr koi trade krty hn to humy us my kbhi b porfit nahe hota q k jo kam hum lalach my krty hn us my humasha loss he hota hy.or dusra agr hum ny koi trade kisi or k analysis ko use kr k ki ho to humy us my b loss ho sakta hy.or 3er point k agr koi trade hum ny market k trend ko watch kiay baghyar kr di ho to humy usmy b loss kota hy.
              • #8 Collapse

                dear forex trading mai humay loss hota hai uski wajohaat yahe hoti hai k aik tw humay markets ko ache say watch nhe karte hai or markets humay against chali jati ha or dosra ye k news forex mai jab jab ati hai tb tb humay ilam nhe hota hai k markets ki direction kaha jaye ge us surat mai ziyada tar traders loss kar jate hai kiu k us mai humay risk ka samna hojata hai or agr hum markets ko daily watch karte hai tw humay news ko b dekhna hota hai agr trader hum karte hai tw humay news k time trade close kardeni chaiye
                • #9 Collapse

                  jab hum bager learning ky kam karty hain to hamy loss hota hain or agar lalach or emotions ko qabo mai rahkty howe kam nahi karty to be hamy siraf loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hum loss ko avoid kana chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky or in sub cezo ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay

                    forex market mai jab kam karty howe hum sy koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain or jab hum kam karty howe lalach or emotions ko qano mai nahi rahkyy to be hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy in sub ko avoid karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik online business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay

                      forex market mai jab hum bage learnin gky enter ho ky investment karty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay

                        market mai hamy apne he waja sy loss hota hain hamy lalch ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay

                          forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik real business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market hamen kin wajohat ki waja sy loss deti hay

                            Brother is Business mein humain is liye loss hota hai jab hum is Business mein achi tarhan kaam nhi karty or hum Achi Tarhan Mehnat nhi krty is liye Humain Forex Business Mein faida nhi hota humain Chahiye Kay Hum is Business mein achi tarhan Mehnat kerain or acha Bonus Hasil Kerain Shukriya

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X