Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..
    Traders cahiye kitne b achi learning kar lain kamyab trading kay liye learning kay sath sath achi trading skills aur emotion control ke bohot ziada zaoort hoti hai.
    app nay b iss trah kay traders zaroor daikhe hon gaay jin ke trading ke knowledge aur learning tu bohot achi hoti hai lakin woh trading kay time emotion control na hony ke waja say achi decision making nai kar sakty hain aur na he profitable trading kar sakty hain.
    iss liye traders learning kay sath sath trading skill ko b improve karin aur emotion control ke behtri per b lazmi kam karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother apki bat thk ha magr main bhi yehi kahn ga keh forex trading main learning to zaroori ha magar apka practical experience bhi bht zaroori ha ap uski bunyaad pa apni trading ko acha aur kamyaab bana sakty hain agr ap k pas practical experience ni to apki learning ka koi khas faida ni. Thanks
    • #3 Collapse

      me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai trading me earning k lye bhot si chezen zarori hoti han acha sikil ka hona apny emotion pe contril karna or khas kar lalach ko control karna jab ham apny ander k lalch ko control karen gy to he kamyab ho saken gy
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
        Traders cahiye kitne b achi learning kar lain kamyab trading kay liye learning kay sath sath achi trading skills aur emotion control ke bohot ziada zaoort hoti hai.
        app nay b iss trah kay traders zaroor daikhe hon gaay jin ke trading ke knowledge aur learning tu bohot achi hoti hai lakin woh trading kay time emotion control na hony ke waja say achi decision making nai kar sakty hain aur na he profitable trading kar sakty hain.
        iss liye traders learning kay sath sath trading skill ko b improve karin aur emotion control ke behtri per b lazmi kam karin.
        G bhai bilkul thek Keh Rahi hai usko chahiye ke woh learning ke sath sath demo trading ki practice bhi Kare is set redis key skills better only for unko achi Trading kr skty hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          future energy ky different instruments py trading krna

          dear members humen trading ky leay multi opportunities ko avail krna chye mera kehny ka mtlb yeh hai ky hum log sirf forex trading currency oairs ky pechy pary rehty hain
          major pairs ky elawa apko commodities ma gold aor oil nazar ata hai ap is py he trading krty ho apko future energy aor dosry mt4 ky instruments py bhi wek krna chye un ma kafi achi opportunities majood hain aor apko acha profit bhi ho skta hai
          • #6 Collapse

            kamyab hony ky liye siraf learning he kafe nahhote agar hum forex mai kamyabe hasial karne chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe or analysis ko use karty howe kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gyor ache earning haisal kar ky apne zarort oko pura kar saky gy
            • #7 Collapse

              Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

              learning humary liye faida mand hoti hay agar hum learn karen gay forex trading kay bary main to he humary pass knowledge hota hay forex trading kay bary main aur tab he hum esmain achi earning kar sakty hay es business main humay focus karna chahiye ziada say ziada tab he safe earning bhi kar sakty hay esmain
              • #8 Collapse

                Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                Leening or hi ham kamyab hoty hy sab sy phla step ya lerning wala hi hota hy pr is k bad bhi kuch hoty hy jhsy ham agr lerning kr ly our hamy lerning my pta chaly k lot siz itni rakhni hy our ham zeada lagye to loss hoga wash bhi hoga our agr ham lerning or sahichaly jo lern kry us pr ham amal bhi kry our lering k bad ham experience bhi bnaye to phr kamyab hoty hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                  Beshak learning apkk kamyab trader bnany main bhot zyada madad deti hai par sirf learning ko sub kuch smjh lena drust nahi or agar ap learning ko hi sub kuch man kar mashq ko chor detay hain tou ic ka matlab hai ap had darja khud aitmadi say kam lay rahy hain jis say ap nakam bhi ho saktay hain tou learning ke sath mashq ko bhi apna mamool bna len yeah apki kamyabi ko yaqeeni bna day ghi
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                    forex mai learning ky basic py hamy earning be ache milte hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal or famous ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      Traders cahiye kitne b achi learning kar lain kamyab trading kay liye learning kay sath sath achi trading skills aur emotion control ke bohot ziada zaoort hoti hai.
                      app nay b iss trah kay traders zaroor daikhe hon gaay jin ke trading ke knowledge aur learning tu bohot achi hoti hai lakin woh trading kay time emotion control na hony ke waja say achi decision making nai kar sakty hain aur na he profitable trading kar sakty hain.
                      iss liye traders learning kay sath sath trading skill ko b improve karin aur emotion control ke behtri per b lazmi kam karin.
                      Hame achche trading karne ke liye learning karne ke ilawa practical reading V Karni chahiye jo hum demand pe kar sakte hain sirf learning karne se bhi acchi trading karna Aasan Nahi Hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                        forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain or is mai aik sal ke trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                          g han dosto just learning is nothing in the forex market hamein learning k baad ose organize kar k ek behter trdaing strategy main convert karna hota hai ,learning main ham bohat sa raw data hasil kartay hain jis k baad hamein ose sort kar k ek comprehensive strategy main convert kar k apni favor main use karna hota hai ,or ek trading discipline banana parta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Sirf learning ke base per achi trading mumkin nai hai ..

                            forex mai hamy learning ko best bana kar market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik real business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X