Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy
    Tamaam brokers k spread 2 types k hoty hain ya to variable hoty hain means k broker ki marzi sey change hotay rehty hain ya phir fix hotay hain means k hr waqt aik hi limit py hoty hain main ap sy suggestions lena chahta houn k in mein sey konsy broker sahi hoty hain fix spread waaly ya variable spread waaly. ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mere khayl men to hamen trading men veriable k bajay fix spread bahot behtar hote hain q k jab ham veriable spread choose kren ge to news k time aur other time jab achi movement ho rhi hogi to tab spread kafi ziada ho jate hain aur jab market men movement kam hoti hai hamen tab hi kam spread mill pate hain
    Isliye Hamen fix spread ko select krna hai yahi hamare liye best option hai
    • #3 Collapse

      Dear broker ap fix spread waly he use karo kiyon k variable spread waly broker hmesha spread high he karty hein kam spread ni karty aur fix spread waly broker best hein
      welcome to pak forum
      • #4 Collapse

        asslam o alikam all ferinds trading main hume cunfeuson ho sakti hai agr hum variable broker py kam krte hein is liye hume fixed broker main kam krna chaiye hume spread ka masla nai hota variable se spread eik dam zada ho jata hai jis lose be hume zada hota hai
        • #5 Collapse

          Bhai veriable spread waly broker k sath trade krny ki bajay fixed spread ziada bahtar hai q k as sy ap ko phly sy maloom hotta hai k itna spread hai jb veriable spread hoga tu wo broker ki marzi py hoga jo kbi bhe kam ya ziada ho sukta hao
          • #6 Collapse

            Dear jahan tak mera kheyaal hay ager hum nay forex trading say profit lena hay tu pher humay fix spread wali currencies per hi trading kerni chayi kiun kay jin kay spread fix nhi hutay wo kabhi kabhi apna spread barha detay hay aor khas os waqat jab market kaafi teez hu jati hay tu unkay spread bhi increase hu jatay han is liye behtar yehi hay kay hum fix spread per hi trading kiya karay.
            • #7 Collapse

              agar hum profitable trade karna chatey hain to hamy spread currency mai kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik acha or online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain
              • #8 Collapse

                agar hum forex ko join karna chate hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy yai aik international business hain or yai kabe be band nahi ho sakta or yai pakistan mai legal ho cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                  bohat sari strategies aisi hay jis ki alag alag requirment hoti hay aur agar hum un sab ko pura karen gay to market main bohat acha profit hasil kar sakty hay aur humay chahiye keh koshish karen keh ziada say ziada mehnat karen esmain kyun keh mehant kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                    forex mai agar hum profitable trading karna chatey hain to hamy gold mai trading karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                      forex trading main profitbale trading k liye apko wo pairs zayda best hoty hain jis main spread kam se kam ho q k ayse pairs main risk bhi kam hota hai or apko loss hony k chances bhi kam hoty hain es liye ayse paors main trading karni chahye jahan se apko kam loss or profit zyada mil skay
                      • #12 Collapse

                        Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                        hamy spread ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex ko hum apna professional career be bana sakty hain forex aik unique busienss hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                          forex aik online business he is main brokers ke 2 iqsam hain is main is main traders ka amal dakhal nae hota he ye mehdod hony ke waja se trading fix hoti he dusri qisam ke trading main traders ke mashwary ke zarorat hoti he is main human day and night kam kar ke acha bonuss kama ke life asan karny ka mokq mil jata he forex aik achi knowladge deny wala kam he
                          • #14 Collapse

                            Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                            Forex market mai bohat sey trader fix spread ko bhe select krtey hai. Likan jo expert trader ki opinion hai tou en key mutabique venerable spread acha hai. En ko he select krna chahey. Likan en key sath hum ko market mai planning ko bhe behatr krna chahey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profitable trading k liey variable aur fix spread mein sey konsa best hy

                              Mere Khayal Mein variable spread achha hota hai Kyunki yah separate kam hota hai lekin agar aap experienced Ada hai to aap ke liye fix separate achha Hoga Kyonki yeah change Nahin Hota aur moment Jaisi bhi ho ya fix rehta hai ismein aapka take profit aur stop loss pure rate per hit ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X