Who is the Big enemy of traders?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Who is the Big enemy of traders?
    Forex me kam kerty waqt ap k asab se bara dushman kon hota hai ? mujhy tu sab se bara dushman Lalach lagta hai jis se apko zada se zada loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki bat theak hay greed aek bahit bara enemy hay trading mein aek trader ka...overconfidence bhe forex trading mein hamary liye loss ka sabab banta hay is liye hamen trading confidence k satg karni chahiye jab hum confidence k sath trading karen tab hi trading mein kamyabi mumkin hay
    • #3 Collapse

      Dr aap ko pata hona chahiye ke Forex trading Mein Hamara bigger and me sabse bada Hamara greediness Hai Jab Hum greediness karte hain Apne instaforex bonus Council to aap ko pata hona chahiye kya me lot size bigger Lagane ki wajah se apne instaforex bonus amount of lot size.
      Ki wajah se Hame huge amount of loss ho jata hai apne instaforex ke bonus account ke upar Agar Hum forex market Mein Ek successful trader Banna Chahte Hain tum hamein long term trading karna Hogi aur forex market main agar aap acche analysis Kare aap ko pata hona chahiye ki market Mein Hame.
      Traitor ka sabse bada mistake hota hai aur trader ka sabse bada enemy greed hai aur Big Lot size.
      • #4 Collapse

        Asslam o Allukum.Brother mein ne jahan tk forex pe kam kya he.mghe bhi lalach bed enemy lga he.hum logon ki sb se bri ghlti market ki condition nai dekhte or bs wese hi trade laga dete hain.ke shaid humain profit mil jaey.but forex mein ghlti ki gunjaish nai hoti
        • #5 Collapse

          G janab forex mai ap ki sab sy bari dhusman ap ki greed hy jiss ko ap control karna mushkil hy lykin na mumkin nahi hy so forex mai yay chexy ap ki ability par depend hy ky ap kiss chex ko grip karty hy or yaha par aik professional trader banty hoo,
          • #6 Collapse

            Trading mein jo cheez ap ki trading ko mutassir kre wo sb hi ap ki enemies haen es lye un cheezon se bachna chaye jo ap ki trading ko nuqsan daen
            • #7 Collapse

              G han ye bt blkul sahi he trading ke wqt hme lalach nhi krni chaiea or bs achi thra trade krna chaiea tbhi profit hasil Hoga.
              • #8 Collapse

                Fear is the big enemy of traders jo trader fear control karna seekh jate hain wo traders is me kamyab ho jate hain aur jo traders hamesha fear me rehte hain wo bohat hi mushkil se kamyab ho pate hain is liye agar forex me kamyab hona hai to ap ko apne fear ka mukabla karna seekhna chahiye.
                • #9 Collapse

                  forex mai lalach or emotions hamary sub sy bary dusman hain jo log inhy avoid nahi karty unhy hamysha loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty or full time be kam kar sakty hain or hum is mai investment kar ky be kamyab ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sumera tahir پيغام ديکھيے
                    Forex me kam kerty waqt ap k asab se bara dushman kon hota hai ? mujhy tu sab se bara dushman Lalach lagta hai jis se apko zada se zada loss hota hai
                    Greed traders ki sabse bada hona hai status ko chahiye ke woh trading Karke Jo Kabhi Bhi Jyada profit banane ki Lalaji Ne Kela khaya small profit Banaye aur thik kare
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Who is the Big enemy of traders?

                      forex mai emotions or greed hamary dusman hain hamy in ko avoid kar ky mahnet sy kam karan chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X