Jaisa kay sub log forum pae mehnat kar rahay hain same humain trading mein mehnat karni ho gi aur jab humaray pas acha capital ho aur hum agar din mein aik ya 2 trade lagatay hain aur woh trade profit mein chali jati hai tou phir humain trade close kar kay next day ka wait karna chahyea hum jo profit earn kartay hain woh over trading ki wajah sae loss kar detay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим