Achay confidence k na honay ki wajah se best opportunity ka waste kar dena!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achay confidence k na honay ki wajah se best opportunity ka waste kar dena!
    Dear members aap se experience share karna hay mostly ye observe keya maine achi skills haasil ki experience bhi hogaya trading ka but jab confidence na tha tou bets trade ban rahi hoti achi position bhi miss kardi kay trade open ki jay ya nahe
    asay new members ko ess se bachnay kay lye chaiye kay wo achi skills kay bad khud pe trust karain apnay confidence level ko bets rakhain kay unki strategy kay mutaabik jab bhi trade ban rahi ho apnay confidence ka use karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bilkul theek hai forex market Mein Jab Hame confidence Nahi Hota To Hum Apne instaforex bonus account ke upar opportunity miss kar dete hain aap ko pata hona chahiye ki forex market Mein Hame kaafi Jyada opportunities milti hai lekin opportunities miss karne ki main reason nahi hoti hai hame Apne Upar confidence nahi hota Hum Apni trades ko Jyada der hold nahi kar sakte.
    Ami je ke market Mein Apni trade score old karna chahiye aur Hume long term trading ke baare mein sochna chahiye Kyunki long term trading Mein Kisi Ki Tanki koi bhi tension nahi hoti.
    • #3 Collapse

      brother kai dafa aisa hota hy ky hm log galt time per lot lagaty hy jis ki waja sy hm logo ko loss ka samna kerna perta hy or ager hm log us trade mai bari lot size use kerty hy tu loss bi bara hota hy tu jab hm logo ko perfect entry milti hy tu ap ko lazmi wo miss hojati hy kiyoky ya tu ap ky account ki equity kam hoti hy ya phr ap ko loss itna ho chukka hota hy ka ap mai wo confidance hi nahi hota jis ki waja sy ap us trade ko miss ker dyty ho.
      • #4 Collapse

        Self confidence bahut achi cheez hai. Koi bhi trade lagany se pehly achi practice kerni chaye ta k ap ki skills improve hoti hain. Jab tak achi practice k bad ap ko lagy k ap mein itna conference aur experience a giya hai. K ap ab trading ker sakty hain.
        • #5 Collapse

          agar forex trading main humara confidence acha ho ga to hum market main achi earning kar sakty hay es business ko run karnay kay liye confidence ki need hoti hay tab he hum esmain achi earning kar sakty hay aur humary andar confidence bhi experince enhance karnay say he ata hay jo keh hum demo account par trading karnay say enhance kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Re: Achay confidence k na honay ki wajah se best opportunity ka waste kar dena!

            forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna cahey pher he hum kamyab hon gy or acah bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai aik international business hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Achay confidence k na honay ki wajah se best opportunity ka waste kar dena!

              Gee bilkul aisa hi jaisa ap ney bian kia hey. Aik mahir trader perfect entry ka wait kerta hey aor jaisy hi usko entry signal milta hey woh trade open ker deta hey leken isky miuqably main jo trader tajerba nhen rekhta jeb woh trade lagata hey kafi markey move ker chuki hoti hey jiski wajhan se usko profit kem milta hey ya phir loss hota hey. Trading main entry exit strategy ko seekhna chaey.

              اب آن لائن

              Working...
              X