Forex market trading ko molvibharam kiun kaitay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market trading ko molvibharam kiun kaitay hain
    Dear forex market main aksar molvi hazrat trading ko haram kaitay hain.
    Aap ko pata hona chiay.
    Forex market main trading karna aik halal business hai .
    Hma jab bhi forex market main trading kartay hain.
    To hamain mentally relaxx hona chiay.
    meray nazdiq hallal hai kiun kay is main profit or loss variable hain aap apna nazria share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chahiye ki forex market BA Kaisan ki online trading Hai Jisko Chahe Pakistan ki aur Islam ke Maulvi Is Tarah Ki online trading co haram kehte hain.
    Hame chahiye ki Jab Hum forex market Mein trading Kare to Hame profit or loss ke baare mein sochna chahiye profit or loss variable hota hai Jaise Jaise aap Keh sakte hain ki market me trading karna bhi variable profit or loss ke upar Halal kaam hai.
    • #3 Collapse

      dear mai ny ny bi is bary mai bahuy info li thi mujy kise ny kaha tha ky yi haram kam hy tu mai ny phr is ko serch kiya tha tu mujy 2 chezy mile thi ik tu jo molvi apny ap ko barelvi maktaba fikaer sy taluk rekhty hy wo isy hala kehty hy or jo deyband ferqy sy wo log isy haram kehty hy phr mai ny dr zakir ko suna tha wo isy hala keh rahy thy tu mai ny bi isy hala samjh ker kerna shoro kiya kiyo ky wo jaiyad alamedeen hy or is ki sab sy bari logic ky is mai profit or loss 2no hoty hy or yi ap ki apni mehnat py hota hy.
      • #4 Collapse

        forex trading aik bohat acha business hay eskay bary main har kisi kay different views hay aur agar hum es business main khud ko kamyab karna chahty hay to zaroori hay keh forex trading ko achi trha learn kea jaye kyun keh agar hum achi trha es business ko seekh kar run karen gay to he esmain achi earning kar sakty hay
        • #5 Collapse

          bhai islam main wo kam haram hota hai jis main mahnt k bagair hmain achi khasi raqm mily hmain kuj karna bhi na parhy jub k forex main humain free main or mahnt k bgair kuj nahi milta hai or yah halal he hai q k jub hum es main posting karty hain tab bhi hmain mahnt he karni parhti hai tu yah halah he hai es liye jo molvi hazart hai un ko yah halal he smhty howe gtrading kani chahye q k yah halal he hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
            Dear forex market main aksar molvi hazrat trading ko haram kaitay hain.
            Aap ko pata hona chiay.
            Forex market main trading karna aik halal business hai .
            Hma jab bhi forex market main trading kartay hain.
            To hamain mentally relaxx hona chiay.
            meray nazdiq hallal hai kiun kay is main profit or loss variable hain aap apna nazria share karain.
            Forex trading co Aise log Aaram Deta Hai dene ko acknowledge nahi hai 9 Jin Logon Ko knowledge hai woh Forex trading Kohram Nahi Pate wo Forex trading co Halal kehte hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL

            اب آن لائن

            Working...
            X