Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna
    Dear fourm members ,

    Traders jin kay pas capital kam hota hai woh aksar bara profit earn karnay ke chakar mai apni capital say b mehroom ho jate hain. Forex trading mai ager capital kam ho tu bohot ziada bara profit earn karna b itne he mushkil ho jata hai . Forex market aur business iss type ka hai ke app ki earning kay liye app ke investment b kafi matter karta hai .

    aur ager kam investmetn waly traders bari earning karna chaty hon tu phir lazmi toor per in ko bohot ziada risky trading karna parhte hai jo sahi nai hai .
    iss liye traders ko chiye ke woh apny capital kay hisab say small targets rakh kar trading karin tu behtar hai . app ka kiya khayal hai. ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul thek kaha mai apki bat se ittefaq karta hun k forex trading mai lalach nai karna chahiye aur sheekh chili waly khawab nai daikhny chahiye q k ussi ki tarah anday girr k toot jayain gy matlb jo capital hai wo bhi zaaya ho jayega isliye behtar hai beshak thoray capital se account ko manage kar k trade Karen Thora sai par profit milta rahega bajaye na milny k.
    • #3 Collapse

      Dear agar hm kam capital k sath bhary profit k khuwab dekhty hai to os mai koi buri bat nai hai aisa bilkul ho sakta hai jab agar hmari lrnimg achi ho or hm tareqy sy tread lga sakty ho .agar hmari learning achi ho gi or hmay earning kamany ka idea ho ga to es mai koi shak nai k hm kam capital py achi earning kar sakrty hai.
      • #4 Collapse

        Dear brother forex trading main kuch log asay bhi hoty hain gin k pass capital kam hota hy magar woh orofet ziada hasel karna chahty hain asa na momkin hita hy gitna caoital kam hoga otna ap ka profet bhi kam hoga
        • #5 Collapse

          Sir g mery khyal mein ap sahi ho kiyon k kafi martaba esa howa bhi hy k mein ny kam capital hony ki wja sy account stopout kiya hy kai bar aksar trader esa karty hein k kam capital mein big sy biggest profit ki traf jana chahty hein lekin nakam rehty hein apny account balance ko manag karna chahiye
          welcome to pak forum
          • #6 Collapse

            Dear ais market mai bahot sary aisy trader hai jin ki trading atni achi hai k wo aik hi din mai apny capital k braber profit bana lety hai magar aus mai risk bhi kafi zayda hota hai aisy hi hum agar ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko chyae k hum bhi ais market mai jab kaam kary to phly sekh ley aus k baad hum ais mai risk ly aor atna risk ly jitna hum loss bardasht kar saky.
            • #7 Collapse

              Km capital ke sath zaida profit ke khawab dekhna koi buri ya unhoni bat nai hoti jis ke hona impossible ho koun ke dunia main koi bhi cheez namumkin nai hai is ley jb khawab bare ho tu phr mehnat bhi bari karni parti hai lekin na umeed nai hona chaye
              • #8 Collapse

                Brother apki baat kisi hed tak theek hy ziada profit key liey capital amount ka ziada hona zarori hy leken ager analysis perfect ho to hum kem capital amount per beri lot size laga ker ziada profit kamany ka risk ley sakty hain.
                • #9 Collapse

                  G ziada profit k liye ziada capital ka hona bhi zaroori hy lakin capital se ziada trading ki learning knewledge aur experience ka hona zaroori hy kiok agr learning knewledge aur experience nhi ho ga tu ziada capital bhi loss ho sakta hy aur agr learning knewledge aur experience acha ho ga tu Kam capital se bhi ziada profit ho sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Bil kul thek keh rahay ho ap aur me apki bat say agree krta hun jo trader small capital k sath bray profit k khawab daikhtay hain wo jb risky trading krtay hain to capital say bhi mehroom ho jatay hain. Meray khayal men hmain apnay capital k hisab say trading krni chaheay aur small lot lga k apnay capital ko aik safe limit tak rakhna chaheay ta k hmara account wash out na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky bog capital invest karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam job ke nisa bohat ache job hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai poor mans ky liye bohat ache job hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna

                        Kam capital kay sath zayda profit ka khawab dekhna nahi chahye is say trader disheart hota hay. que kay is trading main account main leverage bhi mukhsoos ker d gai hay aur trader ko mukhsoos leverage main rehtay howay kam investment walay account per trade ker kay big profit hasil kerna boht mushkil ho jata hay. is liye jo ho sakay wo profit earn karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna

                          Ap ne bilkul drust bat ki hai thoray balance k sath zyada profit namumkin bat hai Q is k lye apko phir risky trade karni paray GI jis se apko account wash honay ka bohat zyada khatra hota hai. Zyada profit k lye zaruri hai k experience k sath sath ap k pas capital b zyada ho phir apka profit b zyada ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna

                            sahi kaha forex trading mai lalach nai karna chahiye aur sheekh chili waly khawab nai daikhny chahiye q k ussi ki tarah anday girr k toot jayain gy matlb jo capital hai wo bhi zaaya ho jayega isliye behtar hai beshak thoray capital se account ko manage kar k trade Karen Thora sai par profit milta rahega bajaye na milny k.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam capital kay sath ziada profit kay khawab daikhna

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex mein bahut accha bonison karna chahte hain to iske liye Hamein bahut hi jyada mehnat karna hoga Aur Hum I'm a achha bonus mil kar sakte hain aur Hamara bonus bahut Kam Hai To Hum Bade Khwab bilkul bhi nahi dekh sakta Kyunki Hum accha profit Hasil nahi kar Payenge aur Agar Hamara bahut accha konsa hai To Ham bahut accha profit Hasil kar sakte hain isiliye Hamein chahi ke Ham Pakistan product mein jyada Se Jyada kaam Karen ISI Mein Hamari Bhali hai thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X