market ko analyse kasy keya jata hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ko analyse kasy keya jata hai ?
    dear forex members jo already work kar rahy hain forex me wo kahan se or kasy market ko analyse karty hain sahi or asani method kia hai market ko analyse karny ka kindly sab apni apni raye zaror dein ta k ham newbies ko help mil saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex market analysis karne ke liye aapko Chahiye Hota Hai Kya Aap long term ke liye trading Kare apni instaforex account ke.
    Aap ko Apne instaforex bonus accounter analysis karne ke liye basic technical analysis ki jarurat hoti hai aur basic technical analysis karne ke liye Hame price action ki patterns ke upar experience hona chahiye aur Hume forex market Mein trending market Ka Pata hona chahiye ki market ka behaviour kya hai trending market main strategies different hoti hai aur forex market ki ranging market main strategies different Hote hain.
    • #3 Collapse

      agar hum market kay analysis karen gay to he humay pata lagta hay keh market main kis time trade kar sakty hay aur kaisy trade karnay say achi earning hasil hoti hay es liey analysis karna apni adat bna lain kyun keh tab he hum esmain bohat acha profit hasil karty reh sakty hay aur future bhi bna sakty hay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: market ko analyse kasy keya jata hai ?

        forex mai analysis ke 3 types hain hamy in ko use karty howe kam karna chahey hamy inhy kabe be ignore nahio karna chahey forex market jab move karte hain to logo ko loss ya profit hota hain forex aik real or out off class business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X