Har wqt open trade ko dakhty ni rahna chahy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har wqt open trade ko dakhty ni rahna chahy ?
    Dear mebers forex market mn jo order ap place krty hain us ko har waqt dakhny ka koi faid ni hot asliay tp aor stop loss laga len tu ziada bahtar hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ma apki baat say bilkul bhi agree nhi kerta kiun kay hum jab bhi tradr open ker layn tu humay chayi kay her waqat osper nazar rakhain aor stop loss aor take profit tu her surat ma lagana hay laiken ager market ap kay Haqqani ma hay tu pher ap stop loss aor take profit ko market ki moving kay saat adjust ker saktay hay aor adjust kerna bhi chayi laiken serf osi surat ma jab market apki favour ma hu na kay os waqat jab market apkay opposite move ker rahi hu.
    • #3 Collapse

      Bat to such a lekan na mumkan a ehsa o no skta k Ap jb mobile ya PC ka desktop open kary to Ap ke figure meta trade ke application pr click na kary Jb tk ik dafa Apni open trade ko dekh na ly kha skoon hata a lekan jha tk Ap ke bat a Wo is tara se theak a k bar bar trade ko dekhty rehny se Koi faida ni behter yahi a k Ap SL aur TP lga dy aur Apni doosri trade ke study kary
      • #4 Collapse

        G han dear hat waqt open trade ko dakhty rahny sy ya ni ho sukta k ap ka profit bahut ziada ho jay ya loss bahut kam ho jay as liay bilkul bhe order place kr choor bhe ni Dana chahay aor na he har waqt dakhty rahna chahay as liay tp aor stop as masly ka best hal hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
          Dear mebers forex market mn jo order ap place krty hain us ko har waqt dakhny ka koi faid ni hot asliay tp aor stop loss laga len tu ziada bahtar hai.
          Ye baat aap ki bilkul theek hai hume trading karne ke liye take profit or loss option use karna chahiye aur Bar Bar market coverage nahi karte rehna chahiye Izzat traders tension Lete Hain
          • #6 Collapse

            Dear brother gab bhi ap trade lagain to as ko bar bar mat dekhen as say ap ka hosla khatam ho gata hy aur ap loss wali trade ko hi band kar lety hain ya pher kam profet par closs kar lety hain
            • #7 Collapse

              Bhai hum logo ko open trade pe check out krte rehna chaye kyun ke market ka kuch pata nahi hota kab wo favour main ajaye ya opposite direction main chali jaaye agr ap chahte ho to apko is trade se profit ho to apko focus rakhna parhega trade pe jis waqt favour main ho apko us waqt take profit or stop loss ke tehat kaam krna chaye agr aap trade open krke just chor denge to us se aap ko koi faida nahi hoga aur jab aap baad main aake dekho to trade close ho chuki hogi kyun ap ne proper way se stop loss ni lagaya hoga iss lye market pe bhi nazar honi chaye.
              • #8 Collapse

                G nai sir main ap ki is bat se agree nai karta hai ke ager ap trade oopen karen ya na karen ap ko ise dekte rahna chahiye as se ap ko is ka acha faida hota hai kke ap market main tuch main rahte hain aop ko is ke ahr movement ka pata hota hai is main ager ap phr trade karna chahte hain is main ap ko koi nuqsan nai hota hai.
                • #9 Collapse

                  apki baat sahi hay agar hum har waqat market ko trade ko daikhty rahy gay to baaz traders to eski waja say pareshani lety hay aur humay chahiye keh es ki waja say pareshani nahi leni chahiye humay chahiye keh esmain dil lga kar theak say time dai kar kam karen tab he hum achi earning kar sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear muje kisi trader ne bola tha trading kabootar ki trha aur agar ap bar bar kisi kabootar ko uthaa k andar dekhte raho gy tu ho skta hai wo anday kharaab ho jain esi tarha ap bar bar apni trading ko dekhte raho gy tu ho skta hai lalach ki waja se ap b es mai haar man jao aur kch na kch ghlt trading kar k apni trading aur profit dono ko he kharab kar lo es liye ap kon aysa nhn karna cahiye ap k smjhna hcahiye aur seekh k kam karnaho ga soo ap ko behtar earning karni ho gii aur mehnat akr k he faida hasil karna ho ag...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X