Gold Trading ko Samjhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold Trading ko Samjhain
    Dear Forex Forum Member
    Gold trading ko sub say risky kaha jata hy ye eik metal hy es ky trend ko samjhna sub sy asan hy. Gold ke trading karty howy eik baat mind mein rakhain ky ap kay account mein dollar ke amount achi khasi honi chahy kiun kay Gold ke 1 lot par bhe trade lagaya jay tu ap ke achi khasi amount use ho jati hy Gold ke price mein up and down kuch khas moqo pay ziada hoti hy jiasay ky kisi bhe tehwar par Gold ke moment ziada ho ge un dino mein ahtiyat karain trading karty howy aur jiasay ubi next month mein critsmis aa rahe hy aur Gold Dollar sath relate karta hy jiasay jiasay $ strong ho ga tu wissay wiasay Gold bhe strong ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul bhai ap thk keh reh hn
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aakagee پيغام ديکھيے

      Dear gold ki trading kafi mushkil hoti hai aap ne gold k bareen kafi achi suggestions di hain
      But main smajhta hoon k hamen apne bonus account pe gold ki trading nhi krni chahiye q k gold men trading k liye capital aur experience dono ka best go na zaruri hai
      Gold ki pip value bhi kafi ziada hoti hai aur gold men movement bhi kafi ziada ho jati hai jiss se hamen loss aur profit bhi bahot ziada ho jata hai
      • #4 Collapse

        g han sir uis main ap ki is bat se itfaq karta hon ke gold main trade se [pahle ap gold ko samjhain aur pahr is main trade karen kyun k gold ak difficult pair hai forex main in my sight forex is risky for every trader and to introduce the gold pair u should try to watch the gold market and check trhe trend also.
        • #5 Collapse

          Market main sab se khatarnaq pair hai gold jis main har trader lose krta hai hume is main experience k bhagir bilkal be trading nai krni chaiye ye jin trader k chote account hai wo bilkal be us main risk na lein eurusd sab se best hai is main hume lose nai hota ur js ko hum aram se fallow be kr sakte hein
          • #6 Collapse

            Dear friend waqai apne bohat zabardast bat share ki hai k gold waqai ik zabardast metal hai jispe trade bohat ziada hoti hai aur specific occasion pe iski value mai bohat up and down hoti hai aur us pe acha profit earn kiya jaa sakta hai
            • #7 Collapse

              Bhai Gold ki trading key bary main ap ney kagi mufeed baat ki hy. Gold per trading kerna waqai koi mushkil kaam nhen hy leken chonkeh hamary bonus account hoty hain jis main capital amount limited hoti hy aor gold ka spread ziada hota hy jaisy hi hamri trade loss main jati hy hamary account ko wash ker deti hy is leay main samjhta hon gold ki trade se avoide kerain air ager phir bhi kerni hy to ap dollar ka index check kerain yeh usky opposite move kerta hy.
              • #8 Collapse

                g han apki bat shai hai forex trading main gold k apir main trading kafi risky hoty hain jis main hmain trading boht ahtiat se karni chahye q k jub ap trading karty hain tu ggild ki momnents kafi fast hoti hain jis main hmain loss or profot bhi esi hisab se hoty hain es liye gold main trading karny k liye apk account main bonus kafi acha khasa hona chahye ta k ap trading kar skaen
                • #9 Collapse

                  Re: Gold Trading ko Samjhain

                  forex mai gold mai trading karna risky hota hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky is mai kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold Trading ko Samjhain

                    gold me trading asnan bhe hye and moskl bhe asl me jo log old han trading me on ko pata hota hye ke gold ke demond zaya ho rahe hye to wo theak point pr buy kr lete han and agr hamra account chota hye to hum ko gold pr trading nahi krne chahye Q ke gold risk free nahi hye ye fayda bhe zayda deta hye and loss bhe big hota hye
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold Trading ko Samjhain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aakagee پيغام ديکھيے
                      Dear Forex Forum Member
                      Gold trading ko sub say risky kaha jata hy ye eik metal hy es ky trend ko samjhna sub sy asan hy. Gold ke trading karty howy eik baat mind mein rakhain ky ap kay account mein dollar ke amount achi khasi honi chahy kiun kay Gold ke 1 lot par bhe trade lagaya jay tu ap ke achi khasi amount use ho jati hy Gold ke price mein up and down kuch khas moqo pay ziada hoti hy jiasay ky kisi bhe tehwar par Gold ke moment ziada ho ge un dino mein ahtiyat karain trading karty howy aur jiasay ubi next month mein critsmis aa rahe hy aur Gold Dollar sath relate karta hy jiasay jiasay $ strong ho ga tu wissay wiasay Gold bhe strong ho ga
                      Agar aap Gold ke trend ko samajh containing Kare to aap gold se bahut jyada profit on kar sakte hai agar aap long term chart Deccan gold karte ho aap ko pata chalega K gold ka trend Lambe time tak Exide pe hi rehta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold Trading ko Samjhain

                        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee ham ko as main trading ko gold par ham ko soch samjh kar hi karna chahiy hai q k aga ham aas main gold par trading samjh kar nahi karen ge tu ham aas main nakm bhi ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold Trading ko Samjhain

                          bhai jan forex treaidng ko join krna he sirf easy hy likn ismy success hasil krna bohet he mushkil hy qk is my kamyab hony k liay is my humy bohet he mahnet krna parti hy.or agr hum ismy gold ki bat krty hn to is my agr hum new hnto humy treading nahe krni chahey q k is ki market value bohet fast hoti hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold Trading ko Samjhain

                            hello dear brother i agree with you k gold ak difficult pair hai forex main in my sight forex is risky for every trader and to introduce the gold pair u should try to watch the gold market and check trhe trend also.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold Trading ko Samjhain

                              forex mai gold aik risky pair hain is mai kam karny ky liye hamara knowledge bohat acha hona chahey forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai amm business ke nisbat bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X