Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch
    Dear aj mai ap s kuch shair krna chata hon mai na dhaka jab koi bi person kisi ko forex mai entry dilata hai tu wo serf os ka sohana sapna dahkata hai ka profit hota hai dollar mai atna kama sakta hai laken os ko loss ka bara mai inform nahi krta ya osa ya bata hai ka experience or knowledge ka bina forex mai entry na lain laken asa karta log or new person forex mai enter hota hi trade laga suru kr data hain or jis ka result kia nikalta hai ka loss hota hai or lazmi s bat hai wash bi ho jata hai jis waja s new person forex ko chor jata hai mary request hai tamam members s ka agr kisi person ko forex ma lao kr ata hain hai tubos clear or ture information dain or osa kahin ka learning or knowledge ka bina ap kabi kamyab nahi ho sakta pahla learning karain phr entey lai ap kia kahta hain is bara mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے

    Forex men hamen profit aur loss dono sath sath milte hain ab ye ham pe depends krta hai k ham trading men loss krte hain ya profit krte hain
    Agar ham trading men only profit ka soch kr aate hain to ye baat bilkul hi galat hai q k trading men hamen always profit nhi mill pata hai trading men hamen loss bhi ho sakta hai isliye hamen koi bhi trade open krne se pehlay apne account k motabiq hi trade leni hoti hai
    Agar ham apne account se ziada ki trading krte hain to phir hamen loss ho jata hai ,aur trading men aane se pehlay hi loss ko mind men rakh kr aaana chahiye
    • #3 Collapse

      G Hn Dosto forex trading ma log profit ki wja sy hy es ma koe shak ni hy lkin wo hr time profit ja sochty rhety hy k khe sy jldi sy jldi profit hsal ho jy es ly wo bina knowledge or experience k trade lga dyty or loss krwa k profit wali soch ly K trading ko good bye khe jty hy
      • #4 Collapse

        Dear Profit ke liye agar aap Piche Bhag rahe hai kya aapko forex market Mein serious profit Hoga Jaise aap apne real investment accounts Forex trading me blown off kar dete Hain.
        Aapko Chahiye Hota Hai Kya Ek Maturei aur tarike se forex market Mein trading Kiya kare..
        Aur 2nd experience on Knowledge ke Hame forex market me trading karne se losses hote hain experience gain karne ke liye small volume of lot size ke jariye trading karna Hogi aur Market ko Jyada time Dena hoga.
        • #5 Collapse

          Bulkul ye specially new logo k sath hota hai jin ko itna khaas experience nhi hota hai forex trading ke baar mien aur wo smjhte hain yahan to sirf loss ho loss hai iss lye wo ye field chor k chala jaate hain to unko chaye pehle proper learning kre fore trading ki uss ke baad hi trading kren us k baad at least un ke emotional behaviour control ayega to ye suggesstion hr new trader ko use krni chaye.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
            Dear aj mai ap s kuch shair krna chata hon mai na dhaka jab koi bi person kisi ko forex mai entry dilata hai tu wo serf os ka sohana sapna dahkata hai ka profit hota hai dollar mai atna kama sakta hai laken os ko loss ka bara mai inform nahi krta ya osa ya bata hai ka experience or knowledge ka bina forex mai entry na lain laken asa karta log or new person forex mai enter hota hi trade laga suru kr data hain or jis ka result kia nikalta hai ka loss hota hai or lazmi s bat hai wash bi ho jata hai jis waja s new person forex ko chor jata hai mary request hai tamam members s ka agr kisi person ko forex ma lao kr ata hain hai tubos clear or ture information dain or osa kahin ka learning or knowledge ka bina ap kabi kamyab nahi ho sakta pahla learning karain phr entey lai ap kia kahta hain is bara mai
            assalamu alaikum bhai jaan main aapke paas bilkul agri karta hoon Agar Hamare Paas knowledge or experience nahi hoga toh hum Forex trading Mein Kabhi Kamyab nahi ho sakte Agar Hum Apna achha profit banana chahte hain toh Hame chahiye ke Jyada Se Jyada knowledge game kare
            • #7 Collapse

              Sir g ap ke bt porfect hai aksar log srg ya sochty hai ka hm ko profit mlta raha to hm kush hai agr profit na mly to hm trading krna be chor daty hai lkn hme forex m vo trade use krna chaiy js ka kush experance be ho hm to asy he trade use kr daty hai js ke bna pr hme loss ho jata hai jo be kam kro as ko soch smj kr krna chay.
              • #8 Collapse

                g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree kta hun forex ko jo bhi log just eraning k liye join karty hain wo kbhi bhi es main survive nahi kar skty hain es k bad wo forex ko chor dety hain qk un main saber nahi hota hai k wo eraning k liye thora time wait bhi karna hota hai es liye kbhi bhi forex ko eraning k liye join na karen q k jub tak paisy k pechty bhagty hain tab tak os main apko kuj nahi mil skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                  bohat say traders forex trading ko join karnay kay baad kam he chor paty hay aur chornay ka mind main tab he ata hay jab esmain nuqsan hota hay aur agar hum apna experience ko enhance kar kay trade karen gay to he hum market main safe earning kar sakty hay es business main khoob focus karna chahiye esi main safety hoti hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky acha profit gain kar sakty hain lakin jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota lakin kuch log sochty hain ky siraf profit ho or wo forex ko cor dety hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                      Main ap se bilkul ittefaq karta hun ye bat sach hai k jab ham kisi ko forex men invite karty hain to usko sirf profit k baray men he btatay hain aur loss ka nahin btatay. Jiski waja se jab usko loss hota hai to wo disheart ho kar forex ko chor deta hai. Hamen chahye k jab kisi ko invite karen to usko loss k baray men b btaen ta k us k mind men ye chez b ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                        forex onlie work main say hain par or online work main agar profit hain tu bhot he kaaaam profit hain and vo scamm b ho jata hain is liye forex main agar work karna hain tu saab chezo ko apne mind main rakna hota hain k yaha loss b full paka hain and yaha profit b hain sirf loss and profit ko nhe dekhna chahaiye yaha agar 1 trade aapka take profit hit karti hain tu aapki 2nd trade stop loss b hit kar skti hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                          G bhai apny bilkul thek kaha hy boht sy log esy hy Jo sirf earning ki trf dekh k trading start kr dety hy WO smjty hy k trading boht hi asan hy pr esa bilkul b ni hy trading boht hi complicated hy agr is k bary my achi trha learning ni ki jay to ap ko boht loss ho skta hy is waja sy log trading ko chor dety hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                            G han yeh bat bilkul theak haii ky log profut ka sunty hein aor bss profit ko mind mn rkhh ky forex join krty heinn r juvlb unko loss ho jae to forex choor jaty hein profit r loss busniess ka part haii tmam members ko es trha se apna mind set krna chaiye ky ..
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aksar log ki Forex chorna ki waja serf profit ki soch

                              g nahi bhai jaan as liy bhi log as ko chor dete hain q k as main wo posts nahi kar pate hain aor wo as main mihnat nahi karte the as liy wo forex trading ko chordete hain aor main t kam az km as main aesa nahi karon gaa main tu pak forum ko kabhi bhi nahi choron gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X