what is Hedge ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is Hedge ?
    Friends forex trade main ek term usr hoti hai Hedge ksi ko is ka bary main knowledge hai to kindly share kray .Thaanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
    Friends forex trade main ek term usr hoti hai Hedge ksi ko is ka bary main knowledge hai to kindly share kray .Thaanks
    Dear sada alfaaz men hedging ka matlab hota hai aik hi pair pe trade krte huye sell aur buy dono ki aik sath trade open krna
    Hamari jab koi trade stoploss k bagair put hoti hai aur wo jab loss men jati hai to ham uss pe aik ulti trade open lr lete hain iss method ko hedg kehte hain
    But ye method mjy bilkul bhi pasand nhi hai q k hamen iss se kafi bar loss bhi ho sakta hai so hamen analysis k sath tarde krnkrna behtar hota hai
    • #3 Collapse

      ager kio trader aik he point per sell ya buy ker leta hai to es ko hedging kahty hien maslan aik trader hai jo gold per trading kereta hai or us ko market ka pata na chal raha hai to wo es mien aa ker aik he point per sell or buy dono ker leta hai jis say jo loss hota hai wo aik he jaga ruk jata hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        G bahi hedgh hum is lia ise krta hain ka hamara account wash na ho jaya g jab ap dahkta hain ka trade ap na jo lagai hai wo kahlat lag gai tu ap foran os ka against dosri trade open kr lata hain for example jab ap buy krta hai tu market sell ki taraf chal parti hai tu ap sell trade open krdata hain is ko hedgh kahta hain ap ka loss rukh jaya ga or nahi jo ga same lot buy or sell mai lagi ho gi jab ap dono close karian gain tu loss bara nahi o ga

        اب آن لائن

        Working...
        X