Money Management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management
    Forex trading mien money management kerna parta hai,ap sab ki kya rayee hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading mein money management to basic cheez hai. Jab tak ap money management nai kerien ge tab tak ap aik acha trader nai ban sakty. Pehly ap apny account ko dekhain phir us hisaab se lot lagain. Kam balance kam lot.
    • #3 Collapse

      Dear forex trading user, money management boht ahem ha forex me, money management kren gay to he aap forex k utaar charhao me koe behtar faisla kar sken gay, behtar to yeh ha k apni amount ko small bids me diffrent stocks me invest kiya jaye, because eaik hi jaga pe huge amiunt invest krna koe khaas faida day tab bhe loss ki surat me recovery mushkil hoti ha, behtar ha k management kr k investment bnae jaye,,
      • #4 Collapse

        Of course friends, hamain money management ka zarur kheyal rakhna chaheay es say ap easily survive kar sakain gay but agar money management ko ap bhol kar trading karain gay to ap k leay khud ko forex main survive karna mushkel ho jaay ga aur ap ka account wash ho jaay ga.
        • #5 Collapse

          G Hn Dosto forex trading ma trading krny sy phely hmain achi trha sy money management kr lyna chy kiun k ye trading k ly bht zroori hy kiun k money management kr k hmain os hisab sy lot lgani chy tak agr hmain loss ho to choti lot sy chota ho jo asani sy recover ho jy
          • #6 Collapse

            Re: Money Management

            haan bhai jaan ap ki bat sahi hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main monagement kare agar as amin se earning karni hai tu ap ko as forex trading main aea hi karna ho gaa
            aagar ap as main aesa nahi akre gee tu ap as main kabhi bhi kamyab nahi hon gee as liy ap ko aesa karna chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Money Management

              Forex mein money management aik aisa tool hain jis mein ap is par kam kar k hi is mein success hasil kar sakte hain aur apko forex mein ihyityy se kam karna chahye aur apko forex mein zada mehat karni chahye auer forex mein ap zada earn kar skate hain aur forex hi best hain jis mein ap earning kar skate hain aur aopko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is min earn kar sakte hain aur apko is tool par amal zroor karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Money Management

                management aik bohat hi achi cheez hay aur jis shaks ko be management karni aati ho to wo achi tarha kam kar sakta hay aur apnay account ko b manage kar skata hay aur future me honay waly loss se bach skata hay es liye bohat zrori hay ye
                • #9 Collapse

                  Re: Money Management

                  dear ham ko chahiy hai kee ham as main apna money invest na kare ham as main bopnus wale accounnt main hi kam kare tu hi ham as main tension se bach sake gee ge agar as main tension se bachna hai tu as main apna money invest nahi karna ho gaa
                  • #10 Collapse

                    Re: Money Management

                    Boss ham ko agar trade kerna h tyu ham ko as mien apna balance dakh ker trade kerna hota h agar ham as mien bina dakhe trade kerte hien tu kamayab nahi ho sakte hien as lyee hamain as mien kaam kerna hota h aur ham ko a smien her trade kerne say pahle sochan hota h k ham ye trade laaga sakte hien ya ni.
                    • #11 Collapse

                      Re: Money Management

                      jee ha sir apny bilkul thek kaha ager hamy pakistan forex me kamyaab trader banna hai to hamy monney managment karna sekhna ho ga aur apko apni aik startegy banani ho ge tabhi aap iss me kamyaab ban sakty ho iss ke elawa apko apni knowlage aur experiance ko improved karna ho ga tabhi aap iss me apni manney managmint bana sakty ho aur achi trade bhi ker sakty ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Money Management

                        Ji han Sar bilkul Pakistan Forex Mein money management bahut hi ahmiyat Rakhta hai Kyunki Ne management ke bagair Ham kabhi bhi ismein achha profit bhi nahin Kama paate aur Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamara account was ho jata hai agar humne money management ke sath chalna hai To Hamen chahie ki Ham stop loss aur take profit ke tools ko istemal karte hue strategy Banaye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Money Management

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
                          Forex trading mien money management kerna parta hai,ap sab ki kya rayee hai?
                          Assalamu Alaikum Forex trading Mein money management bahut zaroori hai trading karte ho to aap apne account ki taraf Jyada Dhyan Dena chahie ya usmein Kitna bonus hai aapko Apne bonus ke hisab se lot Lagani chahie aur money management say hi aap Behtar Taur per earning kar Sakoge Shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X