Bonus members gold trading kay bokhay kiun hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bonus members gold trading kay bokhay kiun hotay hain
    Dear main ne aik bat note ki hai kay aksar Pakistan forex forum members jin ko bonus milta hai.
    Wo gold trading kay bokhay hotay hain.
    Jaisay
    bonus aata hai gold per anay w entries lagana shuru kar daitay hain. Without Annaylisis
    .
    Hamain bonus account main bonus credit honay per annaylisis kar kay entries open karni chiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chahiye ke aapne bilkul hi natural baat ki hai aur bahut hai.
    Ye aik financial language nahibhai hai.
    Hamain aap kay annaylisis say koi masla nahi hai.
    Laikin hamain market main waqiay apnay insta forex bonus account per is tara ki entries foolish type ki nahi laini chiay.
    • #3 Collapse

      Dear apki baat kaafi hadd tak tu teek bhi hay laiken iski sab say bari waja ye hay kay forex trading aik bhot hi acha business hunay kay saat saat risky bhi bhot hay aor aksar members ka kheyal huta hay kay jab tak hum risk nhi layn ghy profit nhi huga aor gold per trading sab say risky kaam hay liaken gold ager tukka lag ghya tu pher profit bhi zeyada deta hay yehi wo waja hay kay zeyada tar member gold per trading ko pasand kertay hay aor aksar tu apna account bhi wash kerwa baithtay han.
      • #4 Collapse

        Brother ap ne bilkul the kaha hai gold par zyada log es lye trading karty hain k us me profit zyada ho mgr wo market ko analyse karny ki zehmat nhi karty jab k asa kabi nhi karna chahye k market ko analyse keye bina koi b trade open keya jay es surat me ham ko boht zyada loss ka samna karna par sakta hai or hamara bonus waste ho sakta hai
        • #5 Collapse

          yeh to mien na janta hon k jin traders ko bonusmilta hai wo srf gold mien trade kerty hien laiken mien yeh zaror janta hion k forex mien aa ker jab hum gold mien trade kerty hien to es ki khas waja yeh hai k es ki market mien bhut tezi hoti hai or ups and downs paye jaty hien jis waja sy hamain forex mien es mien earning k chances zayada hoty hien or aksar trader gold mien trade ker k earning k lye try kerty rahty hien.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Han g ap bilkul thek keh rhy ha and is ki waja ya hoty ha ka ham log lalach bohat krty ha jis ki waja se hamay ya sab face karna parta ha and hamay hamary lalach ki waja se phir loss hi hota ha and pora month jo mehnat ki hoty ha wo zaya ho jaty ha

            اب آن لائن

            Working...
            X