Forex ko easy na samjhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko easy na samjhain
    Dear forex market ko hamain easy nahi samjhna chiay aap ko pata hona chiay kay jab tak ham forex market main trading kartay hain .
    Or ham forex trading ko easy samjhtay hain.
    Kay sirf up ya down janay per hamain losses ya phir hamain profit ho sakta hai. Is tareekay say hamain hamesha losses hun gay..
    Hamain forex trading ki mukamal learning karni ho gi..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے

    Dear aapki baat darust hai hamen forex ko itna easy nhi lena hai q k forex aik bahot hi mushkil buisness hai agar ham isse bahot hi aasan smajh len ge to ham over confedenc se trading kren ge to tab ham kamyab nhi ho pate hain
    Isliye hamen koshish krni hai k ham forex men seriously work kren tab hi ham kamyab ho sakte hain q k hamara kamyab hona mumkin ho pay
    • #3 Collapse

      g han agar forex mein kam karna ho aur ap chahty hun k parmanent earning ho to forex kafi mushkil hy.agar ap esy easy lain gy to yaha pe kamyab hona mushkil hy.agar yaha pe tuff time lain gy to hi profit bhi hasil ho ga.
      • #4 Collapse

        Dear of course Forex trading go easy nahi samajh Na Chahiye.
        Forex market Mein accha profit technical analysis and fundamental analysis for sentiment analysis karne ke bawajood Hota Hai.
        Lekin aap ko pata hona chahiye ke Agar Hum market Mein accha profit earning karna chahte hain toh Hamare technical analysis strong Hoon Aur Hum market Mein Apni trading mistakes ko Bar Bar repeats Na Kare...
        • #5 Collapse

          I think k koi bhi business hoo usko easy nahi laina chhye hay agr apko experience aur us business k knowledge nahi hay to wo apko samajh nahi ata hay aur jab apko experience hoota hay to apko easy oprat karna hoota hay
          • #6 Collapse

            Ji aapne bilkul theek kaha ke Hame Forex ke business easy nahi layna chahiye easy to Koi kam nahi hota experience or knowledge ke bakir isliye Hame Forex trading karte huye iska knowledge aur experience zaroor Lena chahiye
            • #7 Collapse

              Of course friends, hamain forex trading ko easy nai samjhna chaheay q kah forex ek complicated business hay jo traders forex ko easy letay hain un k zayada tar loss hi hota hay aur woh kabhi bhi kamyab nai ho saktay...jo log forex ko mushkel samjh kar es ki learning main mehnat kartay hain woh kamyab ho jatay hain aur acha profit earn kartay hain.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa lot of earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ko easy na la q ka ager hum forex ko easy lata ha to per hum ko achi eanring nhi hoge esleya hum ko chaheya ka hum forex ma lot of hard work karna start karda to per hum ko achi earning hoge...........
                • #9 Collapse

                  Dosto ye haqeqat hai ka forex jitna asan lagta hai utna hai nahi is ka leye knowledge or practice bhat zruri hai hamein is ko asan nahi lena chahye ek galat trade account wash kr sajti hai.so be careful
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko easy na samjhain

                    forex asan business hain hain hamy is mai ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain yai studnets or houe wife's ky liye bohat ache job hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko easy na samjhain

                      jab hum acha knowledge or experience hasial kar ky kam kary gy to he kamyab hon gy forex aik online business hain hum is mai kam kar ky aik he raat mai ameer nahi ho sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hamara koi boss nahi hota yai kabe be band na hony wala business hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko easy na samjhain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                        Dear forex market ko hamain easy nahi samjhna chiay aap ko pata hona chiay kay jab tak ham forex market main trading kartay hain .
                        Or ham forex trading ko easy samjhtay hain.
                        Kay sirf up ya down janay per hamain losses ya phir hamain profit ho sakta hai. Is tareekay say hamain hamesha losses hun gay..
                        Hamain forex trading ki mukamal learning karni ho gi..
                        Forex trading Ek bahut hi difficult or risky business Hai Isko Kabhi B is a samajhkar trading Na Kare Agar Forex trading co traders easy samjhenge to unko bahut loss Ho Gaye bahut difficult business hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko easy na samjhain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                          Dear forex market ko hamain easy nahi samjhna chiay aap ko pata hona chiay kay jab tak ham forex market main trading kartay hain .
                          Or ham forex trading ko easy samjhtay hain.
                          Kay sirf up ya down janay per hamain losses ya phir hamain profit ho sakta hai. Is tareekay say hamain hamesha losses hun gay..
                          Hamain forex trading ki mukamal learning karni ho gi..
                          Forex trading at difficulty business in his name with a hardworking paisa paisa nahi ho sakte isliye hard hard working Kare aur Forex trading save profit gain kare
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko easy na samjhain

                            forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ko achy sy samj kar kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X