Apnay mind say trade krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay mind say trade krain
    Me yeh samjhta hun k dosro pay depend krny ki bjaye hmain apnay oper rely krna chaeay aur apnay mind say trading krni chaheay jb tak hum apnay mind say decision nai lain gay tb tak hum kamyan nai ho sktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
    Me yeh samjhta hun k dosro pay depend krny ki bjaye hmain apnay oper rely krna chaeay aur apnay mind say trading krni chaheay jb tak hum apnay mind say decision nai lain gay tb tak hum kamyan nai ho sktay
    Assam Alaikum ji bhaijaan Forex trading equity critical business Hai Isko Apne dimag ke sath karna bahut Zaroori Hota Hai Kyunki Agar aapka mind Kisi Aur Taraf hoga to aap is business mein Kabhi kamyabi Hasil nahi kar sakte
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
      Me yeh samjhta hun k dosro pay depend krny ki bjaye hmain apnay oper rely krna chaeay aur apnay mind say trading krni chaheay jb tak hum apnay mind say decision nai lain gay tb tak hum kamyan nai ho sktay
      Salaam alaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Agar Hum Kisi Kaam ko Apne man se nahi karte Tu Hame uski samajh nahi aati Aur Hum usme feel ho Jate Hain
      • #4 Collapse

        G bilkul mai aap ki baat se 100% agree kerta hon kiu k jab tak aap khud mehnat ker k apni stratgy nhi bnaen ge aap kabhi kamyab nhi hon ge. Dosro pe depand kerna chor den mehnat karen aur kabhi bhi haar na manen
        • #5 Collapse

          g haan apnay mind se he trading karni chaiye depend sirf khud pe karain baaki aap raiy ki had tak kisi ka bhi andaza le skatay hain but totally kisi k decision kisi k signals pe depend karna total wrong ha iss tarah se ap khod mei kabhi bhi acha trading skills peda nahe kar sako gay khod ko bhi trading k liye reliable banao...
          • #6 Collapse

            forex treading m mjy lgta hy k jb hm export ho jaen tu gaidnus r signal Lena chor den q k hmy apny ap py b atmad hona chahiy r hmy apny maind sy tread order krni chahiy ta k hm confiusd na hon r hm forex beznus m senior treder bn jaen sucsecs hasil krny k liy cnfeusion ko dor kr k apna maind istmal krna chahiy.
            • #7 Collapse

              G friend, sahi kaha hay ap nay hamain apnay mind say hi trading karni chaheay q kah agar ham dosro k signal ko follow karain gay to ham dosro par dependent hi rahen gay but agar ham khud say try karain gay to staring main loss bhi ho sakta hay but ek ne ek den ham kamyab zarur hon gay.
              • #8 Collapse

                hanji bhai jan app ki bat 100 %theek hai ham ko hamesha apny mind k sath karna chahieay sab trader chahy jesa marzi analsys karain app hamesha apni plan sath kam krin kyon k agar ap kisi ko follow kar k kam krin gay tu ap ko expereince nahe mily ga app ko wakti tor par profit tu mil jay ga magar app ko acha trader bany k leay khud par depend karna parta hai phir he life time k leay success hoty hain.
                • #9 Collapse

                  G Hn Dosto forex trading ma agr ap chaty hy k ap hamesha kamyab rhy to dosto es k ly ap ko apny mind sy trading krni chy Kiun k ye he trading ap ko faida dy skti hy agr apny mind sy koe proper decion ni ly pya gy to ap kbi forex trading ma kamyab ni ho skty
                  • #10 Collapse

                    han g yah to ap theak kah rahy hai k her bandy ko chahy k wo apny mind se trade kary yani jo us ko acha laga us time trade kary per yah her bandy k mind main us time ata hai jab wo kuch trading skill rakhta ho . simply agr aik bandy ko trading k bary main koi alam nahe hai to wo kaisy trade karay ga wo to bas order lga la ga per wo kkabi b faida mand nahe ho ga . to apny mind se trade karny k lai lazmi hai k wo fully toor per trading ability rakhta ho. or is k lai ksi ko teacher manana lazmi hai jab tak ham ksi ki help nahe lain gy us time tak ham achi trading nahe kar skty hai. simply ham ko her trade se pahly soch samjh kar trade lgana hoty hai or jab ham trade lga lain to wait karin
                    • #11 Collapse

                      ji bhai apne bilkul thek kaha agar ap trading main successful hona he to apko sab decision khud e krne honge kion k jab tak ap khud koi bhi fasla nahi krenge to ap ko experience hasil nahi hoga jo k bahot e zarori he foex trading main kamuabi k lie .
                      • #12 Collapse

                        apne mind se kese trading hogi ap ko proper tareeqe se seekhna prega kese trading ki jaati hai baqi dosron depend rehne wala matlab k dosron se signal lene wala hota hai wo kabi b nh seekh sakta hai is lye mehnat karni chahye jo trading k rules hai jo hame learning k doran seekhte hai us ko follow karni chahye
                        • #13 Collapse

                          G friend mujhe be yehi khn ka ksi se pochny ki bjaye khud sekhen long term trading ka leye khud sekhen or trade lagayen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Apnay mind say trade krain

                            forex mai hamy jo pocha jy hhamy us ky mutabik he jawab den achhaey agar hum tukaaa baze sy kam kary gy to hamy loss ho ga or hamre sare mahnet zaya ho jy ge lakin is mai market ka koi qasur nahio hota forex aik online business hain hum is mai sada urdu mai trading karty hain yai east wast mai bojhat taze sy phla raha hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apnay mind say trade krain

                              hamy ache learning hasial kar ky apny mind sy trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai east wast mai phal raha hain yai kabe be band na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X