With only a few knowledge it is imposibble to survive.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    humain agr knowledge say kam karna ho ga kun kay learning ho gi to market main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay humain demo ko use kar kay trade karni ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      thoray bohot knowledge aur experience kay sath Forex trading karna bohot he mushkil kaam hai aur iss mai ager apni learning ko improve na kia jiye tu phir trading mai profitable hona bohot he mushkil kaam hai . traders ko knowledge gain karnay ke liye kafi time aur mehnat karna parhte hai .
      • #183 Collapse

        Ap just forex market main trading ki basics learn ker ky market main trading kerna tou start ker sakty hain but ap successful trading nehi ker sakty kyun ky successful trading kerny ky liay apky pas forex market main trading ka sufficient knowledge aur experience hona bahot zaruri hota hai
        • #184 Collapse

          market main knowldge hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karein gay
          • #185 Collapse

            Jb ap k pas maloomat nehi hogi tb tk ap acha kam nai ker sakty lekin jb apka start behtreen hoga tb agy ja k ap k liye mushkil nai hogi is liye forum sy jitna sikh sakty hy otna sikhy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #186 Collapse

              jee ha sir wesy apnay kaha to thk ha qk koi bhi kam ho uskay liye hamay mehnat krni chahiye qk begar expeirnce kay ap forex ma survie nai kr sakty ha bs apko forex ma demo account ma tarde krni chahiye qk jatni ziada mehnat krty ha uthna hi ham aek achi earning bhi kr sakty ha forex ma

              اب آن لائن

              Working...
              X