With only a few knowledge it is imposibble to survive.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ni dost little knowledge se aap bilkul bhe kaamiyab nai hosaktay q k aap thora work karlogay leking aagay jaakar to aap bilkul phas jaogay to aap se pehlay studies karo aur knowledge gain karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      haan mein yhe kahu ga k trading news mein to avoid he krne chahye news me bht achy baray traders bhi trade nhi krty aur agar ap kren bhi to risk reward acha hona chahye trade properly sl k sath ho tb he trade krein kiun k market kahe bhi chali jati hai news mein asy events pe trade krne k liye apko acha experience hona chahye
      • #168 Collapse

        g jaanb ap jitna bhi knowledge rkhty hy forex mai utna hi best hy bcz forex mai wohi log kamyab hy ju zra si investment pr itni kuch paa lyty hy so knowledge sb sy bhar kr hy is sy bhar kr koi.
        • #169 Collapse

          g haan ap se agree karta hoon k kuch loog meray jaisay kuch knowledge gain kar k samjhtay hain k huamin forex mai trad karnay aa gai hay aur hum trading easilly kar saktay hain
          • #170 Collapse

            hmary pas forex ka jitna zaida knowledge or experience hoga hmen utna zaida faida bi hoga hmen thory sy knowledge k sath trading nahi kar skaty iss sy hmen koi behefit nahi hoga iss liye hmen forex trading k liye zaida sy zaida knowledge gain karna chahiye
            • #171 Collapse

              forex trading se earing kar ne k lea zarori hai k hum ko forex trading ka acha knowledge ho our sath ma experience bi
               
              • #172 Collapse

                Bhai g forex trading mai traders ko chahye ke wo is ko seekhin kun ke ager wo kahi ke wo is mai small lerning sai wo is mai earning ker la tu ye is mai bohat muskil hota hy
                • #173 Collapse

                  ji bilkul kyun ky is kaam mein sra khel hi knowledge aur experience ka hy agr wo hy tou hum hy warna hum is kaam mein loss k elawa aur kuch face nhi krey gy lehaza humein mehnat kr ky zaida se zaida knowledge hasil krni chayein
                  • #174 Collapse

                    professional life ager forex ki daikhi jai tu new trader loss man kun jata hai kun k oc ki information kem hoti hai trade krna maqsad nae hota achi trade lagana or oc ku profit man close krna hi forex ka dosra naam hai.
                    • #175 Collapse

                      gee bhai forex trading mein knowledge to hmein sahih krna he aur without experience ke trading start krne to boht bare mistake he trader ko trading ka experience demo account se krna he aur ache trah se learning krne he phr woh real trading kre ache income hasil kre ga
                      • #176 Collapse

                        nahi mere hisab se to ap forex tarding mien kam knowledge le kar kabhi bhi kamiyab nahi hoskate is mein agar apko kamiyabi haasil karni hai to phir apko isko bohat ziyada deeply seekhna hoga.
                        • #177 Collapse

                          yes dear ap na jo bat ke ha woh real ha and mn ap ki es bat ko hundred percent follow krna chaon ga ka dear market ka ander kam ka liya ap ko just learning ka liya bh kafi time ke zroret hoti ha new trader ko mn to always yeh bat khn ga ka forex forum pr jo log experince and phr woh log jo daily basis pr ap daikhta han ka updated hn un sa rabta krn and then un loogon sa khn ka woh ap ka liya kam krna and ap kam sikhain to bhot acha rha ga g
                          • #178 Collapse

                            Yeh aik broad field hy aur isi tarah is main expert hona bhi asan nahi hy. Aap ney different strategies ko cover krna hy aur is key different concepts ko study krna hy. Planning sey kam karain gey to ziada loss nahi ho ga aur profit bhi acha ho ga. Achi planning key leye forex ka knowledge buhat zarori hy.
                            • #179 Collapse

                              Forex aik risky business hy aur buhat hard bhi hy. Hamain is ko theoretically bhi sutdy krna hy aur practically bhi is ki practice krni hy. Yeh aik vast field hy aur serious ho kr time dena parta hy. forex market key baray main maximum knowledge hasil krney ki koshish krain aur un reasons ki find out karain jin ki waja sey market up aur down hoti hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                agr humain trade main success hasil karni hay to humain learning kar kay knowledge hasil karni ho gi ta kay humain market main achi earning hasil ho saky or humain loss km ho
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X