Trading hours apnay select kar lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading hours apnay select kar lain
    Dear aap ko apni daily life routine kay hisab say apnay trading hours select kar lainay chiay.
    Jo time aap kay liay best ho.
    Jis per aap zada tuwaju day saktay hun forex trading main.
    Usi hisab say jab aap trading karain gay to aap ko achay Annaylis karnay ka mouka milay ga.
    Aap ko pata hona chiay kay agar aap ki trades sahi nahi lagi to aap acha profit nahi earn kar saktay.
    Sirf wohi trading hours select karain.
    Jis waqat aap ka mind relax ho..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai humain apnain working hour select kar lainain chaye jis k doran him market ko time dain gay aur woh time aap nain har haal main forex ko denan hai is say aap ki aik to routine set ho jaye GI aur doosra aap relax ho k trading kar sakain gay is liye forex ko time dain ziada say ziada ya kam say kam but properly time dain..
    • #3 Collapse

      Hmain apni money management ke ilawa time management bhi karni chahiye aapne bilkul theek kaha hai lekin forex market Kyunky 24 5 market hai isliye is mein kisi bhi waqt lambi aur Zyada movement ho sakti hai isliye Hame news Ka Dhyan rakhte Hue Apne time ko Mange karna chahiye..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear friends, forex trading main kamyabi k leay mind ka fresh aur relax hona lazmi hota hay....esleay hamain forex market ko us wakt analyse karna chaheay jab ham bilkul easy aur relex hon...sp ap ko trading k leay aisa hi time select karna chaheay aur us wakt trading nai karni chaheay jab ap ka mind disturbed ho.
        • #5 Collapse

          Forex trading member main aapse agree kron ga trading planning krna bht zarori hai forex trading market a knowledge aor experienceis ky sath humen aor apko trading target aor tradiing time table bhi bnana chye ta ky tradiing ma humen source full earning aor learning ho sky market hamesha humen trading ma multiple tricks py amal krny pay majobor krti hai apko in tricks ko smjhna zaroei hota hai
          • #6 Collapse

            Bhai jan apki bat thk hy bilkul e me b yei kehna chahun ga k jo time frame hmy acha result dy wohi time hmy select krna chahye. Aur jo currency pair hmy jtna experienced ho us me ziada trade krn. Hr chez trading me proper managed ki jay. Trade plan money management sb kch.
            ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
            • #7 Collapse

              Dear forex forum member apki baat bilkul thek hy k apnay trading hours khud select karain jis time apko trade suit kary jis sy apko profit earn ho aur ye analysis sirf ap khud he kar sakty hain k fresh mind k sath kis time ap market ko achi tarha analysis kar sakty hain
              • #8 Collapse

                G brother bilkul sahi baat jis . Traders k liye yeh zaroori nai Hota hai ke woh har time he market Mai online Rabin aur har time he trade position open b ho . Traders k liye best yahi hai ke woh apni routine k mutabiq trading hours select Karin aur iss k mutabiq he trading Karin .
                • #9 Collapse

                  Well i guess agr selected timing mein kaam kroge to bound hojaoege same 8 se 12 ghante wali feeling ki trha hojayega iss lye koi bhi fix time ni rkho trading uss waqt kro jab fully mind fresh ho ya jb fully trha se pratical ho experience gained ho time ki pabandi rakhna i guess sai decision nhi hoga to ap ko apne mindset k mutabiq kaam krna chaye jb ap ke pas trading ki achi khaasi knowledge ho to kisi bhi waqt ap trading kr skte hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    ji han forex trading me time management bohat zarori he q k is trading me bohat ziada mehnat krni parti he or har trade ko soch samjh k lagana prta he agr hum is ko proper time ni dein ge to hum bht ziada loss kr sakty hen. is k leye ek proper time manage krna bht zarori he.
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X