New traders kam lot size kay sath trade Karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New traders kam lot size kay sath trade Karin

    forex mai hamy acha apny experience ky mutabik lot lagane chahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New traders kam lot size kay sath trade Karin

      agar hum forex mai new hain to hamy km lot rahk ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
      • #18 Collapse

        Re: New traders kam lot size kay sath trade Karin

        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
        Yeh baat apni jagha kay ziada bara lot size usek arnay say ager profit ho tu woh b ziada he hota hai. lakin new traders ke trading mai strat mai kafi mistakes hoti hai iss liye in ko kam lot size kay sath he trade karna chiye , iss say profit beshak kam milay lakin new traders market mai ziada arsa survive b Kar sakin gaay aur real account ke trading ka ziada experience b hasil kar lain gaay aur sath sath capital honay ke waja say baqi achi trading opportunities mai b trading kar sakin gaay. Overall iss say traders ke trading mai risk kam say kam ho jiye ga.
        Assalamu Alaikum ji bilkul bhai aapne bahut acchi baat kahi hai aur Agar junior Jis Baat Ko follow Karenge to Unhe benefit hi Milega junior's ko ya FIR new members ko kabhi bhi buddy lot par trade Open nahi karni chahiye Kyunki Is Tarah unke account was hone ka Khatra hota hai Shukriya
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: New traders kam lot size kay sath trade Karin

          Yes dear new trader ko kam money invest krna chahiy q ka baz uqat zyda money invest krny se zyda loss bi ho skta hai is liy hum ko trading hamsa market ki movement ko dakh kr or fresh mind se krna chahiy agr hum tarde market ki movement ko dakh kr krty hai to hum acha profit ly skty hai

          اب آن لائن

          Working...
          X