Do you think that Forex make someone Anxious ?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai forex main koi tension na hoti ha jab is main apna work sahih rkho gy to is main ap ko kabhi is bat ki tension na rhy gi keh ab kia ho ga to is trah sy woh krty hain jo risk kam krty hain agr ap ko tension ha to is ka mtlb ha ap risky work krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes i am sure keh agar hum forex ko forex ke rules ke mutabiq learn karne main kamiyab ho ajtey hain to phir hamen forex business bohot kuch deta hey jo hum kabhi soch bhi nahin saktey hain
      • #63 Collapse

        Forex trading me ap mehnat kerain ap kbhi loss me nahi aogay 1st ap knowledge gain kero or us k baad ap demo account practice kero ye apko experience milta hay , or forex trading sabki life ko secure banata hay or is k baad insan apni tamam khwahishat ko pora krtay hain.
        • #64 Collapse

          Forex trading me ap mehnat kerain ap kbhi loss me nahi aogay 1st ap knowledge gain kero or us k baad ap demo account practice kero ye apko experience milta hay , or forex trading sabki life ko secure banata hay or is k baad insan apni tamam khwahishat ko pora krtay hain.
          • #65 Collapse

            yes jab ham new hote hen or hamko smaaj nahi hoti toh hamko kafi tenison hoti he jab hamari trade loss me ho rahi hoti he lakin wakt ke sath sath hamko kafi experience or practice ho jati he or ham kam tension lete hen lakin ham anxious tab ho jate hen jab hamara account risk par hota he is lie is se bachte hue trade karni chahiye
            • #66 Collapse

              dear is k liye ap market ko dakho is ko samjho,,,isk analysis ko and trne and movement ka jab ap ko knowledge ho ga to ap ko phir tension nai lani ho ge bas confidence rakho khud par and trade karo......
              • #67 Collapse

                jee merey bhai jaisa heykey aap ko forex mey ghussa bilkul bi jayiz nahi hey ki key aap k ghussety ki waja sey boht kuch kona parh sakta hey chunkey aap ko hee nuqsaan hga
                • #68 Collapse

                  G han forex trading main tenshon to hoti hi hai ky jany kab ham loss main chaly jaen lakin agr forex trading main hamara experance accha rahy ga to yakeenan ham forex trading main kamyab hon ga or forex trading ko acchy sa handel kar paen ga .forex trading to aysa business hai jo ap ki life ko change kar sakta hai .
                  • #69 Collapse

                    Yeps, We have to control our emotions in Forex but fact is that Forex creates it strong effects on our emotions during trade. A trader get easily confused, anxious, etc during his trade which is wrong to trade in proper means, traders would have to be emotionless during their trades.
                    • #70 Collapse

                      Forex aik aisa panel hai jiskay zariye ap acha trade karasaktay hai aur acha trade akrnay say apkay under aik arj paida hotah ia mehnat karnay ka aur trade akrkay ap acha kam karskaty hai
                      • #71 Collapse

                        Bhai mughy ap ke samjh nhe ati k ap apna hr thread english main he kiun post krty hain kia ap ko urdu nhe ati jo ap apni hr post english main krty ho.
                        • #72 Collapse

                          mere bhai jaan humein forex tarding busienss pr ziyada jald bazi nahi kerni chahiye tah k hum ziyada se ziyada profit ko hasil ker sakein .
                          • #73 Collapse

                            haan bht dafa aisa hota hai app ko forex market mai bht maazaa ata hai or app bht had tak anxious bhi ho jatay hain lekin is bechheni k alam mai bht see galtiyaan bhi ho jati hai khayaal ki jiye ga
                            • #74 Collapse

                              forex trading ky lyee zarori hy keh ap ksi tention sy bachnay ky lyee demo acout pee khoub practice krain phir jb ap kafi training ly chukay hun tab ja ky reak trading krain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex trading main start main hamen kuch problems hoti hai ham jab trading start kartay hain to hamen trading ke addiction ho jati hai ham har wakat trading aur profit kay baray main sochtay rehtay hain q kay hamray pas trading ka experience nai hota hai na lakin wakat kay sath sath ham apni tension par control kar skaty hain forex trading main experience boht matter karta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X