Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data
    Agar ham kuch month trade nehi kerty sirf bonus akatha kerty hain aur zyada bonus akatha hony per bari lot size sy trade open kerty hain aur loss bhi zyada ho jata hai up recover kerna mushkil ho jata hai tou kia hamain aesy bhi account wash ko hi priority dena chahiay aur hamesha thory bonus per hi trade kerni chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro jis tara real account main hum kehty hn ke jitny ziada investment utna ziada profit isi tara bonus bh jitna ziada ho ga utna hi ziada hum ko faida bh ho ga aur earning bh ziada ho ge ,ager ziada bonus ho ga to account wash ni ho ga
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Agar aap kay pas her maheenay zayada bonus jama ho jata hai tou uss ko soch samajh kar use karain iss sae aap ko bahut achi income ho sakti hai aur agar aap beghair sochay samjhay lalach mein aa kar trading kartay rahain gay tou aap ko hamesha loss ho ga aur balance jitna bhi zayada ho jaldi khatam ho jata hai
      • #4 Collapse

        zyada bounas trading k lye acha hey kyun k ham bhig lot size slect kar sakty hen.lekan problem us time pesgp ati hy jab loss bara ho jae aur recover karna mushkil ho jata he.to uska yahi hal hey k account ko wash kar do aur bounas k lye zyada mehnat karo next month start from zero.
        • #5 Collapse

          Bhai ziada bonus ka yahe faida hota hy k ham lot size bari select kar sakty hen and agar hamen loss ho to hamary pas balance hota hy and ham us ko rexover kar sakty hen baqi bara loss is waja sy hota hy k ham SL nai lagaty jis waja sy hamen bara loss ho jata hy jo k recover karna mushkil ho jata hy lihaza hamen chaye k SL zaroor istamal karen ta k koi aesa loss na ho jo k recover karna mushkil ho jy
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat thek hai bonus agar zyda ho b jaye tu jab tak ap ko trading karna nhn aye ga mere khiyal mai ap es business se kch hsail nhn kar sako gy lehaza ap ko chahiye k ap mehnat k sath aur smjh k es business ko aage le kar chalo ta k ap ko idea ho jaye k ap ne es business mai acha earn karna hai aur apni life ko mazeed behtar banana hai...
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aap nay theek kaha hai jab humaray pas bonus zayada jama ho jaye lakin humari pas trading strategy na ho tou uss waqt zayada bonus bhi humaray kisi kaam ka nahin rehta aur humain apnay bonus ko karamad bananay kay lye planning karni paray gi
              • #8 Collapse

                Bhai ap ney bahut informative thread genrate ki hey, main samjhta hon humain thory sey hi bonus se trade start ker deni chaey takeh hamara experience increase ho aor hum expert trader ben sakain.ager humary pas experience nhen ho ga to phir ziada bonus ka bhi koi faida nhen keon keh woh bhi jeld loss ho jaey ga.
                • #9 Collapse

                  bhai baat ya ha kay har trader yahi cahata hay kay usko is business main zayada say zayada bonus hasel ho.jis ki madad say wo is business mian bari trade ki madad say bara profit hasil karay.mager aysa hota nahi ha.or trader ko totel loss ho jata ha.ager trader is business main zayada bonus kay bajay is business main zayada learning karay.to mujay pori umeed hay kay wo kam bonus say bi is business main achi trading ker sakta ha..
                  • #10 Collapse

                    bhai apny buhat hi achi bat ki hy hamain jitna bhi milta hy ham us sy trading krni chahye or is sy apko jitna profit ho utna withraw krwa lena chahye zayada lalach main na pro ager apko exprince hy to nai to apko demo par trading krna chaye jam exprince ho tab real par trading kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data

                      forex mai hamy kam kar ky bohat zada bonus jama nahi karna chahey hamy with draw karwa ky apne zarorto ko pura karna chahey forex aik online business hain is mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hamy is mai weekly target bana ky kam karna chahey or hum pura month trading karty hain or hamy is ka bonus agly month ky pahly hafty mai milta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data

                        Agr lerning na ho to phr koi faida nai hota hy bunass jitna b zeada ho agr lerning sahi trha sy ham ko bo to phr ham ko sahi bunass ka faida jota hy kernjng ho to hamy zeada bunass sy bhot zeada faida ho jata hy ham ko tradingmy phr bhot earning bhi hoti jy our ham sahi trha sy kamyab bhi hoty hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data

                          Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
                          • #14 Collapse

                            Re: Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data

                            forex mai agar hamy bonus milta hain to hamy us py trading laga lene chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique or legal business ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bahot zyada bonus akatha ker lena bhi kia faida nehi data

                              forex mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain hamy bonus py trading karne chahey jama karny sy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X