Aik waqat main 3 indicators lagain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik waqat main 3 indicators lagain
    Dear jab aap one time main 3 indicators lagain gay.
    Cci rsi or stoch histolic .
    To aap ko aik acha result mil sakta hai.
    Jab 3eeno indicators per same signal show ho.
    Tab aap entry lain.
    Kiun kay aisa bot he kam dafa ho ga.
    Laikin agar aisa ho jata hai to aap ko us currency pair per acha signal daikhnay ko milay ga. Or aap ko acha profit hasil ho ga..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
    Dear jab aap one time main 3 indicators lagain gay.
    Cci rsi or stoch histolic .
    To aap ko aik acha result mil sakta hai.
    Jab 3eeno indicators per same signal show ho.
    Tab aap entry lain.
    Kiun kay aisa bot he kam dafa ho ga.
    Laikin agar aisa ho jata hai to aap ko us currency pair per acha signal daikhnay ko milay ga. Or aap ko acha profit hasil ho ga..
    No dear aisa bilkul bhi nhi hai main aap se iss baqt pe bilkul bhi agree nhi krun ga
    Agar aap 3 k bajay 5 bhi indicator lga den tab bhi aap kamyab nhi ho pate hain q k market ko ham ne khid se apne experience aur apni skills se analys krna hota hai aap jitne ziada indicator use krwn ge aap ko market men utna hi confusion paida ho jay ga aur aap theak decision nhi le saken ge
    • #3 Collapse

      dear mai tu kehta hu ky ap ko indicator use hi nahi karna chahiya asal mai jitan ap indicators py bharosa kary gy tu ap ka khud per sy etemad uth jay ga or ap ki trade wali knowledge bi khatm hoti rahy gi bas ap un ky muhjtaj rahy gy lakin ager ap bina indicator ky apny clean chart mai price action py trade karty hytu ap ko ziyada behtr entry milti hy .
      • #4 Collapse

        Mera bhi yehi khiye ha k indicator na use iiye jaye wo bhi kabhi kabhi smjh nahi aty hain .apny account ko grow krny k liye ap khud se daily practice krain.or acha experiance hasil krain.is se ap jhud se tradeing seekh jao gy or tadibg khid bhi seekh jain gy.ye practice or experiance ap ko trding main bht asaan kr dey ga .
        • #5 Collapse

          G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai humain at a time aik ni balkay do ya teen indicator show kar nain chaye aur jub teenon indicator aik hi trade show karain sell ya buy tb hi humain trade lagani chaye kisi aik indicator pr bharosa ni kiya ja Sakta...
          • #6 Collapse

            G han jnb aap nain nain bilkul sahi kaha hai kbhi bhi kisi aik indicator pr inhisar nan karain jutnain ziada aap indicator use karaingay itni accurate aap ko trade milaygi aur try karain 3 indicator zaroor use karain...
            • #7 Collapse

              dear aap ny boht achi information share ki hai aor short term trade main indicators achi help daity hai aor jis combination ky saath aap signals ky liye indicators bata rahay hain wo achi trade day sakty hai aor seniors ko ais tarah ka experience zaroor share kara chahyee
              • #8 Collapse

                Dear indicator to markit price k sath chalty hein koi aik jesy he signals provide karny mein time leta hy agar 3eeno indicator per braber k signals ho to hum aik achi trad lay sagty hein
                Removed by moderator.
                • #9 Collapse

                  Bhai yeh ap py depend karta hai ap kitna indicators lagty hain main aese loogon ko bhe janta hun jo indicators lagana pasand nahe karty aur bohat kamyab trading karty hain naked trading legends karty hain aur indicators trading normal traders
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mai indicators of oscillators ka use bahut important hi dear Forex trading members aap ko Maloom hona chahiye reading 1 risky business hai jis mein fundamental or technical analysis jab tak pure Na Ho aapko trading start nahi karni chahiye is se aapko maximum loss ho sakta hai dear trading members apni hardworking ko zaya Na Karo

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X